Great Urdu Poets&Poetry Share All Great Urdu Poets Poetry Here |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]()
phuul the baadal bhii thaa aur vo hasii.n suurat bhii thii dil me.n lekin aur hii ek shaql kii hasrat bhii thii jo havaa me.n ghar banaaye kaash ko_ii dekhataa dasht me.n rahate the par taamiir kii aadat bhii thii kah gayaa mai.n saamane us ke jo dil kaa mudd'a kuchh to mausam bhii ajab thaa kuchh merii himmat bhii thii ajanabii shaharo.n me.n rahate umr saarii kaT ga_ii go zaraa se faasale par ghar kii har raahat bhii thii kyaa qayaamat hai "Munir" ab yaad bhii aate nahii.n vo puraane aashnaa jin se hame.n ulfat bhii thii
![]() Kabhi zindagi me kisik liay mut rona** q k vo''tumhare ansoun k kabil nahi ho ga'' or ''vo'' jo is ''kabil'' ho ga vo tumhe ''rone'' nahi de ga''***** |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
aur, baadal, bhii, hasiin, phuul, suurat, thaa, thii |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
zikr-e-shab-e-firaaq se vahashat use bhii thii | MAsooM LArKa | Great Urdu Poets&Poetry | 9 | 09-14-2011 08:49 PM |
dil aur wo bhii TuuTaa huaa dil | Chweet Pwincex | Miscellaneous/Mix Poetry | 9 | 06-16-2011 12:23 PM |
zikr-e-shab-e-firaaq se vahashat use bhii thii | ~wish munda~ | Miscellaneous/Mix Poetry | 4 | 11-02-2009 05:04 PM |
zikr-e-shab-e-firaaq se vahashat use bhii thii | !«╬Ĵamil Malik╬«! | Miscellaneous/Mix Poetry | 9 | 05-31-2009 10:57 AM |