Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
Magar ye Zindagi ke highway per chalnay walay kab Samjhtey hain
Ghalat exit se murh jayien to Manzil Chhoot jaati hai mujhe bhi ek exit Pehle murhney ki Azziyat hai mere paish-e-nazr bhi ek un-deakhi musaafat hai yahaan se loutna ya aur manzil tak Pahonch-pana mere bas mein nahe Shayad mein phir bhi ja rahi hoon, ek un-deakhy baya-baano mein yahaan koi parinda hai na sayaa hai na paani hai Musalsal Rayegaani hai... yahaan kis ko Pukaaroon mein ke ab apni saada bhi apney kaano'n mien nahe aati balaa ki sargiraani hai... yahaan koi bhi nahe Shaayad mien kis se raasta Pooch'on yahan to nau so giyarah(911) ki sahoolat bhi nahe haasil mien Jis Duniya ki hoon us ki hakoomat bhi nahe haasil bataa Katbi Sitaray! ye kahaan ki besabati hai na mujh ko Chain partaa hai, na mujh ko Neend aati hai . . . Ghalat Exit se murh jaayien to Manzil Chhoot jaati hai
[SIGPIC][/SIGPIC]
قطرہ اے شبنم کی طرح اڑ جاینگے گل سے ایک یاد سی رہ جائے گی گلشن میں ہماری .΄Έ.*΄¨) Έ.*¨) Έ.΄Έ.*΄¨)Έ.*΄¨ .`·.Έ(¨`·.·΄¨) . * .*..*...* *......`·.Έ.·΄* (¨`·.·΄¨ Έ.♥΄¨`♥.ΈΈ.♥΄¨`♥.ΈΈ.♥΄¨`♥.ΈΈ.♥΄¨`♥.ΈΈ.♥ ΄¨ `♥. M A H ‘ ..΄Έ.*΄¨) Έ.*¨) Έ.΄Έ.*΄¨)Έ.*΄¨ .`·.Έ(¨`·.·΄¨) . * .*..*...* *.....`·.Έ.·΄* (¨`·.·΄¨Έ.♥΄¨`♥.ΈΈ.♥΄¨`♥.ΈΈ.♥΄¨`♥.ΈΈ.♥΄¨`♥ .ΈΈ.♥΄¨`♥ |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
exit |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Tashii Exit nOw ... | ღƬαsнι☣Rασ | Welcome & Introduction | 89 | 03-26-2011 09:01 AM |