Funny Poetry !!! Post Funny Poetry Here !!! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
Abhi shaadi ka pehla hi saal tha, Khushi ke maare mera bura haal tha Khushiyaan kuchh yun umad rahin thi Ki sambhale nahi sambhal rahi thi.. Subah subah madam ka chai le kar aana Thoda sharmate huye humein neend se jagana Wo pyaar bhara hath hamare baalon mein phirana Muskurate huye kehna ki.. Darling chai to pi lo, Jaldi se ready ho jao Aap ko office bhi hai jaana. Gharwali bhagwan ka roop le kar aayee thi Dil aur dimag par poori tarah chhayee thi Saans bhi lete they to naam usee ka hota tha, Ik pal bhi door jeena dushwar hota tha.. 5 saal baad........ Subah subah madam ka chai le kar aana Table par rakh kar zor se chillana Aaj office jao to munna ko School chhodte hue jana.............. Suno ek baar phir wohi awaaz aayi Kya baat hai abhi tak chhodi nahi charpayee Agar munna late ho gaya to dekh lena Munna ki teachers ko phir khud hi sambhaal lena.. Na jane gharwali kaisa roop le kar aayi thi Dil aur dimaag par kaali ghata chhayee thi Saans bhi lete hain to unhi ka khayal hota hai Ab har samay zehan mein ek hi sawal hota hai.. Kya kabhi woh din laut ke aayenge Hum ek baar phir kunwaare Ho jaayenge
![]() Kabhi zindagi me kisik liay mut rona** q k vo''tumhare ansoun k kabil nahi ho ga'' or ''vo'' jo is ''kabil'' ho ga vo tumhe ''rone'' nahi de ga''***** |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
bura, haal, khushi, maare, mera, tha |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
tere jaisa mera bhi haal tha | FAJAAN | Great Urdu Poets&Poetry | 13 | 09-14-2011 08:04 PM |
tere jaisa mera bhi haal tha | FAJAAN | Great Urdu Poets&Poetry | 8 | 09-14-2011 08:00 PM |
Tere jaisa mera bhi haal tha na sukoon tha na qaraar tha | !«╬Ĵamil Malik╬«! | Great Urdu Poets&Poetry | 11 | 09-14-2011 07:59 PM |
Wo Jo Mera Waqif-e-Haal Tha ! | SHAYAN | Miscellaneous/Mix Poetry | 6 | 08-11-2009 08:34 PM |
Tere jaisa mera bhi haal tha na sukoon tha na qaraar tha | !«╬Ĵamil Malik╬«! | Miscellaneous/Mix Poetry | 4 | 05-06-2009 05:34 PM |