Great Urdu Poets&Poetry Share All Great Urdu Poets Poetry Here |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
Tere jaisa mera bhi haal tha na sukoon tha na qaraar tha
Yehi umr thee mere hamnasheen ke kisi se mujh ko bhi pyar tha Mai samajh raha hoon teri kasak, tera mera dard hai mushtarak Isi gham ka tu bhi aseer hai isi gham ka mai bhi shikaar tha Faqat aik dhun thee ke raat din usi khaabzaar mai gum rahen Wo saraapa aisa suroor tha wo khumar aisa khumar tha Kabhi lamhe bhar ki bhi guftgoo meri us ke saath na ho saki Mujhe fursaten nahee mil sakin wo hawa ke rath pe sawar tha Hum ajeeb tarz ke log thay ke hamare aur bhi rog thay Mai khizan mai uska tha muntazar use intizar-e-bahaar tha Use padh ke tum na samjh sake ke meri kitaab ke roop mai Koi qarz tha kai saal ka kai ratjagon ka udhar tha Poet: aitbar sajid
|
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
bhi, haal, jaisa, mera, tere, tha |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
tere jaisa mera bhi haal tha | FAJAAN | Great Urdu Poets&Poetry | 8 | 09-14-2011 08:00 PM |
Tere jaisa mera bhi haal tha na sukoon tha na qaraar tha | !«╬Ĵamil Malik╬«! | Great Urdu Poets&Poetry | 11 | 09-14-2011 07:59 PM |
Tu khuda hai na ishq mera farishto jaisa | FAJAAN | MF Design Poetry | 18 | 10-07-2010 06:00 PM |
Wo Jo Mera Waqif-e-Haal Tha ! | SHAYAN | Miscellaneous/Mix Poetry | 6 | 08-11-2009 08:34 PM |
Tere jaisa mera bhi haal tha na sukoon tha na qaraar tha | !«╬Ĵamil Malik╬«! | Miscellaneous/Mix Poetry | 4 | 05-06-2009 05:34 PM |