My Ghazals - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link| link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link |
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Poetry » Your Own Poetry » My Ghazals
Your Own Poetry !!! Post Ur Own Poetry Here !!!

Advertisement
 
View Poll Results: Do you like my ghazal?
Enjoyable 3 50.00%
Ok 2 33.33%
Not that great 0 0%
"Bakwaas" 1 16.67%
Voters: 6. You may not vote on this poll

Post New Thread  Reply
 
Thread Tools Display Modes
(#1)
Old
abhimazumder abhimazumder is offline
 


Posts: 52
My Photos: ()
Country:
Join Date: Apr 2011
Gender: Male
Default My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-27-2011, 11:47 AM

zalim teri nigah ki jadoo keya haiN
aNkhoN aNkhoN meN yeh guftagoo keya haiN

lutf hota nahiN ishq meN to sukhan jaan
dono ruh ka yeh rubaroo keya haiN

gar tujhpe chala mera sehr to phir
tera yeh husn ka fasoo keya haiN

kis kis ada ko salam karuN teri
chashm-e-tar keya gesoo keya haiN

dil samhalne ki khwaish keya karuN
tabassum-e-rukhsar ki arzoo keya haiN

tumne jaan liya meri har fitrat
maiN na jaan paaya ke too keya haiN

door rahke aaj mahsoos huyi alam
tujhse milne ki justjoo keya haiN

 


Last edited by abhimazumder; 04-27-2011 at 04:36 PM..
Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links
(#2)
Old
abhimazumder abhimazumder is offline
 


Posts: 52
My Photos: ()
Country:
Join Date: Apr 2011
Gender: Male
Default Re: My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-27-2011, 11:53 AM

nazdigi ko door karke door se paas aayi
is qadar kuchh kho kar pane ki ehsaas aayi

tumse bichhDe to ujaD gaye chaman-e-bahar
milne ki baad-e-saba aayi to aas aayi

chhankati huyi payel ki aawaz jab uThi
fir mere mazar pe guloN ki baas aayi

faysla kar ne ke din aa gaye to fir
daad-e-wafa ke liye alam teri paas aayi

 


Last edited by abhimazumder; 04-27-2011 at 12:02 PM..
(#3)
Old
abhimazumder abhimazumder is offline
 


Posts: 52
My Photos: ()
Country:
Join Date: Apr 2011
Gender: Male
Default Re: My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-27-2011, 11:54 AM

raks karti hain faza deep jala tu aaya
sikwa-e-zulmat sab dur hata tu aaya

roz bhar sochta raha tujhko ay mahjabi
intezar huyi khatam shaam dhala tu aaya

kitni chand honge aaj shab-e-sohbat men
tere hi khatir jaana chand duba tu aaya

saqi de do ghunt peelake kar de diwana
raat ki daur chala chhayi ghata tu aaya

justaju hain koyi tujhse milne ke ummid
shauk to kar le pura boli hawa tu aaya

tere aane ki khushi men aaj ay alam
kahin dur men mera dil jala tu aaya

 


Last edited by abhimazumder; 04-27-2011 at 12:01 PM..
(#4)
Old
happy123 happy123 is offline
 


Posts: 1,911
My Photos: ()
Country:
Join Date: Feb 2011
Gender: Female
Default Re: My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-27-2011, 11:54 AM

great sharing

 

(#5)
Old
abhimazumder abhimazumder is offline
 


Posts: 52
My Photos: ()
Country:
Join Date: Apr 2011
Gender: Male
Default Re: My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-27-2011, 11:59 AM

halat aisa haiN ke tumse juda huye
jurm to kiye nahiN the aisi saza huye

dekhne ke liye nigaheN tarsa umr bhar
aaj qismat aisi ke sanam khuda huye

kabhi na soche the ke aapse hi aap juda
waqt ki karishma meN aaj woh bala huye

unwaan na mil saka muddat guzar gayi
dil ki khwayisheN yuN hi raza raza huye

chand kaliyaN khili thi zer-e-lab pe bhi
mahtab chhupa ke tere jamal ki rida huye

bohot sah chuka huN judai tere wagar
dil ki dard tanhai meN Gamgi fuga huye

alam tamanna liye to jee raha ab ke bar
sochke khiza ke daur meN hasin faza huye

 

(#6)
Old
abhimazumder abhimazumder is offline
 


Posts: 52
My Photos: ()
Country:
Join Date: Apr 2011
Gender: Male
Default Re: My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-27-2011, 12:01 PM

kuchh to bateN sunaneke liye aaye the alam
lekin dekhkar tumhe ay haseen jee se nikle dam

bolne ki ummeedeN khatam kiye husn ki parastish
payon ko jumbish nahiN ke chale aur ek kadam

teri husn ki jaadu haiN shayad yaa meri beqarari
dekhkar tujhe mangte haiN dua marne ke ham

kash aisi nigahoN meN kabhi giriyaN ki ho sajda
wohi mera mazhab haiN jhute sabhi dair-o-haram

jab lauTne ke waqt aa gaya teri duniya se aakhir
allah se chahuN ke mere umr ho jaaye toda kam

muhabbat kahuN ki usko kahuN mere wahashat
haiN kayi khalish-e-dil aur thodi jee ne ki barham

ashk bahane se aaj bhi Darti haiN yeh kamzor dil
jaate jaate woh de jo gaya aapne hi ki qasam

 

(#7)
Old
abhimazumder abhimazumder is offline
 


Posts: 52
My Photos: ()
Country:
Join Date: Apr 2011
Gender: Male
Default Re: My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-27-2011, 12:03 PM

tumse bichhaDke jina mushkil haiN
sine meN meri patthar nahiN dil haiN

jis bazm meN maiN jala shamma ki tarah
GairoN ka nahiN woh teri mahfil haiN

maiN kiyuN na kahuN tujhe mahtaab-e-zameeN
daaG jaise tere chahre meN woh til haiN

jo tujhe yaad karne ke liye bhula deti haiN
zamane meN kitne aise nadaan-o-gafil haiN

bhul bhi jao mazi ki woh dard-o-Gam
hamare samne ik haseeN mustaqwil haiN

salibeN jab lagti haiN dair ke mehrab par
nisaab-e-naseh nahiN usse tu hasil haiN

maiN jo khushnasib kah raha huN khudko
aNkhoN ke samne ab ek hi manzil haiN

maqte meN yehi mahsus huye ke alam
baqa-e-dil ke liye tu hi mustaqil haiN

 

(#8)
Old
abhimazumder abhimazumder is offline
 


Posts: 52
My Photos: ()
Country:
Join Date: Apr 2011
Gender: Male
Default Re: My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-27-2011, 02:48 PM

jal gaya sara badan to dil kaise mile
woh jate jate tod gaye sare silsile

patjhad ke mausam rahta nahi umr bhar
bahar aayi to baghon mein phul khile

saqi ne pila raha to miqdar nahi hote
ishq ka sharab hai dil khol ke pile

zindagi ki aadayen sah chuka war na
har simt mein dikhayi deta kahin gile

thak gaya kiyun zara si chalke abhi
alam todi si to zindagi yahan aur jile

 

(#9)
Old
abhimazumder abhimazumder is offline
 


Posts: 52
My Photos: ()
Country:
Join Date: Apr 2011
Gender: Male
Default Re: My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-27-2011, 02:49 PM

saher huyi to uqubat-e-intezaar aayi
khiza ke daur khatam huye bahaar aayi

samundar ke maujon se bahti huyi hawa
jaise dil men sadiyon ki qaraar aayi

faiz dene ki ummid leke jab woh aayi
dard ki diwar men saikadon daraar aayi

koyi saylaab sa tha jaise zindagi
muddaton baad rahat ki kanaar aayi

aapno ne hi gam diya tha alam
gayr ne banke gamgusaar aayi

 

(#10)
Old
abhimazumder abhimazumder is offline
 


Posts: 52
My Photos: ()
Country:
Join Date: Apr 2011
Gender: Male
Default Re: My Ghazals - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-27-2011, 02:50 PM

bazm ka shamma huN maiN ta umr jalake jo raushni diya haiN
akhri waqt meN bujh jana hi haiN mere nasib meN yeh likkha haiN

mere siwa kise haq tha ke us jamal-e-husn ke samna kareN
shukr karoN ay dostoN ke zamane meN mujhiko yeh haq mila haiN

sab kuchh tha woh meri jo mere paas aake mujhe bujhake gaya
jisko samne dikhyi nahiN deta ay naseh woh tera khuda haiN

bhulne ki kaushish meN un bewafa jaan-e-jigar ki aaj ham
siwaye unki haif sare alam ko hi to yuN bhulaaya haiN

samundar ki talash meN nikla tha kabhi barsoN pahle
sahra ke baad milne ki ummid thi magar aur ek sahra haiN

dil lagta nahiN zamane meN ao dozakh meN hi to chale
kanwaqt dil ki chain ke liye shayad wohaN kuchh saza haiN

thoDi si khata ke liye chhoD gaye umr bhar ka hamsafar
Gam na kar ay alam shayad yehi yeh zamane ka wafa haiN

 

Post New Thread  Reply

Bookmarks

Tags
ghazals

« Previous Thread | Next Thread »

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Urdu Ghazals AYAZ Image Poetry 12 08-20-2012 01:52 AM
Nusrat - Usey Bhool Ja - The Best Ghazals FAJAAN Video Poetry 10 08-28-2011 09:57 PM
Download Songs & Ghazals Dil Wale Share Good Websites 13 07-26-2010 12:26 AM


All times are GMT +5. The time now is 02:34 PM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG