MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community
»
Islam
»
Ramdan Ul Mubarak
»
Kuch Batein Ramazan-Ul-Mubarik Ke Mutaliq....
Ramdan Ul Mubarak A Section dedicated to Ramdan ul Mubarak. Share and Read Articles and Columns and Quran & Hadith related to Ramdan and how to spend this holy month
|
 |
|
|
Posts: 194
Country:
Join Date: Jun 2013
Gender:
|
|
Assalam walakum Members
jasai k Aap sab ko pata hai Ramzan ul Mubarik anay walay hai or sab log is Month mein buzy ho jay mujh yeh batya aap log kiya samjhtay hai k Ramzan mein yeh hona chaya yah nahi or kiya acha lagta hai or kiya bura lagta hai
or life kasi ho jati hai aap sabi ki
aaying bataing
Ju shakhs Ramazan ki pehli raat chand dekhne ke waqt Surah-e-Fatah pare
tu Allah Pak is ke leye saal bhar ki rozi kushada kar deta hai.
Ramazan main har Isha-o-tarawih ki nimaaz ke bad 3 bar Kalma Tyeba pare
Pehli bar parne se gunahon ki maghfirat hoti
Dosri baar parne se Dozakh ki aag se azadi mele gi
Aur
Tesri baar parne se Jannat ke Mustahiq ho jaye gi
Ramazan main har rooz Bad nimaaz-e-isha 7 baar Surah-e-Qadar
Parne se har musebat se nijat hogi
Talba-o-talebat Bad nimaaz-e-isha 100 bar "rabi zidni ilman" parne se
Inshallah ilam main izafa hoga
|
|
|
Posts: 43,615
Country:
Star Sign:
Join Date: Jul 2010
Location: © ℓ ợ Ş ệ → тớ → µг ↔ ♥
Gender:
|
|
|
|
|
Posts: 120
Country:
Join Date: May 2013
Gender:
|
|
|
|
|
Posts: 120
Country:
Join Date: May 2013
Gender:
|
|
|