![]() |
Kuch Batein Ramazan-Ul-Mubarik Ke Mutaliq....
Assalam walakum Members jasai k Aap sab ko pata hai Ramzan ul Mubarik anay walay hai or sab log is Month mein buzy ho jay mujh yeh batya aap log kiya samjhtay hai k Ramzan mein yeh hona chaya yah nahi or kiya acha lagta hai or kiya bura lagta hai or life kasi ho jati hai aap sabi ki aaying bataing Ju shakhs Ramazan ki pehli raat chand dekhne ke waqt Surah-e-Fatah pare tu Allah Pak is ke leye saal bhar ki rozi kushada kar deta hai. Ramazan main har Isha-o-tarawih ki nimaaz ke bad 3 bar Kalma Tyeba pare Pehli bar parne se gunahon ki maghfirat hoti Dosri baar parne se Dozakh ki aag se azadi mele gi Aur Tesri baar parne se Jannat ke Mustahiq ho jaye gi Ramazan main har rooz Bad nimaaz-e-isha 7 baar Surah-e-Qadar Parne se har musebat se nijat hogi Talba-o-talebat Bad nimaaz-e-isha 100 bar "rabi zidni ilman" parne se Inshallah ilam main izafa hoga |
Re: Kuch Batein Ramazan-Ul-Mubarik Ke Mutaliq....
Very Nicd...
|
Re: Kuch Batein Ramazan-Ul-Mubarik Ke Mutaliq....
assalam u alaikum
|
Re: Kuch Batein Ramazan-Ul-Mubarik Ke Mutaliq....
kiya haal hai sb k ?
|
Re: Kuch Batein Ramazan-Ul-Mubarik Ke Mutaliq....
ayaz bahi tussi garit ho ?
|
Re: Kuch Batein Ramazan-Ul-Mubarik Ke Mutaliq....
:doctor::(devil)::0013::birthday::birthday:
|
Re: Kuch Batein Ramazan-Ul-Mubarik Ke Mutaliq....
nice sait hai ye :)
|
Re: Kuch Batein Ramazan-Ul-Mubarik Ke Mutaliq....
ramzan any waly hain :) kiya khub tofa hai ALLAH ka pore saal gunnah karty hain hum or is mah e mubarak main mafi mil jati hai YA ALLAH bara karam hai tera pr hum tere na shukre bandy hain hum ko maaf farama ameen
|
All times are GMT +5. The time now is 08:54 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.