| Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
| Advertisement |
|
|
Thread Tools | Display Modes |
|
|
|
(#1)
|
|
||||
Show Printable Version
Email this Page
04-17-2009, 07:52 AM
Us Ne Kaha Ke Ishq Ka Nasha Utar Gaya…
Mein Ne Kaha Husn Bhi Tum Se Mukar Gaya… Us Ne Kaha Ke Tujh Ko Deelani Hein Choriyaan… Mein Ne Kaha Ke Aab Woh Zamana Guzar Gaya… Us Ne Kaha Ke Kya Howi Kajal Ki Dhaar Si… Mein Ne Kaha Ke Aankh Se Darya Guzar Gaya… Us Ne Kaha Ke Yeh Teri Chiryoon* Se Dosti… Mein Ne Kaha Ke Dil Mera Duniya Se Bhar Gaya… Us Ne Kaha Ke Kya Mila Sab Se Big’aar Ke… Mein Ne Kaha Ke Waqt To Aacha Guzar Gaya… Us Ne Kaha Ke Khwab Mein Aane Ka Waqt Do… Mein Ne Kaha Ke Neend Ka Mosaam Guzar Gaya… Us Ne Kaha Ke Woh Tere Suraj Ka Kya Bana… Mein Ne Kaha Ke Woh Mere Dil Mein Utar Gaya… Us Ne Kaha Ke Woh Nahi Dega Tumhara Saath… Mein Ne Kaha Ke Woh Chalo Wada To Kar Gaya… Akhir Ko Tang Aake Kahi Us Ne Itni Baat… Woh Tum Kahan Gai Woh Zamana Kidhar Gaya..
|
| Sponsored Links |
|
|
| Bookmarks |
| Tags |
| gai, gaya, kahan, kidhar, tum, woh, zamana |
|
|
Similar Threads
|
||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Us ko juda huye zamana bht hoa | Hussain | Miscellaneous/Mix Poetry | 8 | 08-18-2011 06:04 PM |
| Kahan kahan se samaitoon | !«╬Ĵamil Malik╬«! | Miscellaneous/Mix Poetry | 23 | 11-13-2010 07:52 PM |
| --zamana badlta jata hai-- | Hussain | Image Poetry | 8 | 07-22-2010 04:39 PM |
| wo kaisa zamana tha | ~wish munda~ | Miscellaneous/Mix Poetry | 5 | 04-15-2009 12:29 AM |
| Modern zamana???? | Humaila | Islamic Issues And Topics | 4 | 03-11-2009 01:19 AM |