Quotes !! Here You Can Share Ur Favourite Quotes !! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
Ehsaan ki qaid Sab se bari qaid hai. *Ghum aur insaan jurwaan paida huye hain *hoot duniya kay har mazhab main mana hai. *Zindagi musalsal jadojehad aur himmat ka naam hai *Khushi bahaar ki aur watq dhalti chahoun ki manand hai. *Apni ghaltiyon ka ehsaas hi kamiyaabiyon ki kunji hai *Pehelwaan woh nahiin jo dosron ko bichaar de Balkay woh hai jo apnay ghussay main apnay ap ko qaboo rakhay. *Jafakash aur mehnati kabhi bhooka nahiin sota *adab insaan ka zevar hai usay kabhi nahiin utarna chahiye 8Ghussay main zabaan ki aur dastarkhawan par pait ki hifazat karo. *Shak aik zeher alood khanjar ki manand hai jo ahista ahista dil main piwast ho kar zeher phelata rehta hai phir rooh ko khokla kar deta hai. *Humesha sach bolo takay tumhein qasam khanay ki zarorat na rahay. *Insaan zaban kay parday main chupa hai. *Mushkilaat main ghabrana nahiin chahiye kyun kay Sitaray humesha andheray main hi chamaktay hain Allah ki rehmat se mayoos nahiin hona chahiyeChahay halaat kaise hi na saazgaar kyun na hon... *Mehnat aur hunar mandi kay agay kuch bhi na mumkin nahiin. __________________
![]() Kabhi zindagi me kisik liay mut rona** q k vo''tumhare ansoun k kabil nahi ho ga'' or ''vo'' jo is ''kabil'' ho ga vo tumhe ''rone'' nahi de ga''***** |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
batain, rakhnay, wali, yaad |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
yaad rakhney wali batyain | ROSE | Quotes | 12 | 12-31-2011 04:56 PM |
Kuch Achi Baatain Yaad rakny wali | FurQan | Quotes | 12 | 12-23-2011 02:53 PM |
Aik Baat Yaad Rakny wali | FurQan | Quotes | 11 | 12-21-2011 09:56 PM |
roza rakhnay wala jannati ha | ROSE | Ramdan Ul Mubarak | 1 | 08-14-2011 03:57 PM |
roza na rakhnay per waeied | ROSE | Ramdan Ul Mubarak | 0 | 07-28-2011 03:49 PM |