First of all very nice topic but itz very hard to read your urdu ? you realli from pakistan ? dun think so anyways,
baato se batain nekalti hai jitne loog utne he batain aur utne he mashwaray .. loog aram se moun khul ke keh dete hai in ko tarbeyaat he ise meli hai .. kon maa baap woh aya Rich ho ya poor kabhi be galat kam mai apne bacho ko nahi dal sakte galat mashwara kabhi be nahi de sakte haan aik kam woh nahi ker pate ke woh bacho ko study nahi karwa patay aur woh sahe khete aur karte hai cuz un ka hacha kon uthaye , itz very easy to say ke kuch be hojay parao lekhao but itz very hard, woh ppl isay kam ker jate hai kesi ke liye jan de deni us ka nahi socha jis nai janam deya,jis nai chalna bolna baat karna sekhya kesi ke liye us maa ko us baap ko aik mint mai isa dukh de dena jo marte marte be unke sath chala jay, pare lekhe yeh nahi ke woh isa nahi karte woh kuch ajeeb he style ka kaam karte hai woh bachpan ka laad pyaar bachay ko itna bura bana deta hai ke bare hoker be woh mom dad se ise baat ker jate hai ke samnay wala dekhta reh jay, but im realli thankfull GOD ke mere pass duniya ki saab se mehngii aur nayab chez hai Maa, mai pardes mai raho ya unke sath nahi. lakin un ka har faisla mere liye pathar pe lakheer hai, un ka khyal un ka pyaar mere liye saab se aziz hai,please app log saaab itne lucky ho ke appke pass maa ka pyaar hai us ki dua hai, app soch be nahi sakte, kabhi un loogo ka sochu jis ke pass saab kuch hota hai lakin maa nahi tou unki ankhu mai wasay he ansuu ajtay hai maa ka naam he sunte, kabhi unse pochu ke woh kya feel kerte hai, Khudra apne Maa baap ka itna khyal rakhu ke woh pao rakhe tou appke hath ke upper,itne izat dhu unko,, mai kesi ki nahi apni baat karta ho i dun have dad he passed away, mera nam hai unke naam ke sath, sochu kisa insaan mehsos karta hai aik dad ke bina, nahi soch sakte cuz you ppl are lucky ke dad ho tou koi zimadari nahi koi parwa nahi kuch nahi pata gher kesay chal raha hai cuz appke sar pe dad hai appke, kitne lucky hote hai na woh insaan, khair topic kaha se kaha chala gya try to get more n more happy ur parents, kuin ke zindagi isay he tamam ho jani hai gelay shikay tou chalte rehne hai ..