![]() |
Aj Ki Anokhi Generation..
Assalam_Alikum All MF, Hope ap sub fit fat hogy jii To Me Kaafi din sy Ak Topic St@rt Kerna Cha Rhi Thi but Kuch problem The jinki waje sy Mojhe Dheer hogi Any way.. Topic Ye Hy Ke......................... Bara Hot Topic Hy Chuly Suspense Khatum jii To Topic ye hy Ke Aj Kal ke Bahcy I mean Generation Kyu Kud khushi Jasy Na pasendeeda Feel Ko Use Kerty howy Apny Waldeen sy Apni Gault kisum ki Wishing pori kerwany pe Kyu Tooli hoi hy Na Omeer Dhekty Hy Na Apni Gaull Wish Bs Dhumki Detty Hy Me mer Jaooo Ga Ager Meri Fhula Ke Sath Shadi na Hoi Ager tm ny Mojeh Vo Nhi Dilwaya Na to Mera pata hy na aami kitna janooni ho Dhekhio plz Ammmi Maan Jao Na Plz Achi Amii Vo Bhot Achi Hy Me Akhri Dafa Khe rha Ho Ke Mojhe Bahir Jany Ki Izat Ly dy abu sy Verna Me Ak dAFA cHUla Giiya To Moo Dhekhny Ko Tursoo Gy Very Bad Sentence ............. Ye Hy Aj Kal Ki Generation Ki Dhumkiya Or Mene Kud Is thura Ke Wakiyaat Apni Ankho Sy Irdgird Dheky hy Or Ager Waldeen Na maney inki Thumkiyoo To So Side Ke rletty Hy Or Baag Akul sy Pedul Kudkhushi ko bhi Galy Laga Letty Hy To Plz Ap Log asa kyu kerty Khas Toor Pr Mard Hazrat Batiye na Asa Kerny sy Ap A Ko Kia m ilta Hy Kyu Nufsi Khawaisho Ko Apny Dimagh pe Haavi Hony De rhe ho Nufs Ka Ghulam Mut Bunno Nufs ko Apan Ghulam Bnaooo Bahiyooo Very bad Aj Ke Nojawaan |
Re: Aj Ki Anokhi Generation..
Wahhhh Bohut KhubSOorat TOpic HAi Sis Aur Mai Bhi is CHeez KE Sakht Khilaaf Hi Hon
Ke Ajj Kal Ke JAwan NAsal Mai Itna Ghussa Kyon Ke Thora Sa dHo Jaye Khud Kushii Baat Na Manwaye TU Khud Kushii AJeeb BAat Haii Pata Nahi Ese Kyon Karte Hain Log :( |
Re: Aj Ki Anokhi Generation..
Quote:
ha kia parents ko heart kerke vo khsuhi feel kery hy ye jo moo zoor emotions hyna ye hume mooke bul giratyy hy insy hume avoid kerna chiye sb ko |
Re: Aj Ki Anokhi Generation..
G.T tum kah to sahi rahi ho, lekin ab iss mein main kia kahoo :( jo ghalat hai wo to sab ko pata hai k ghalat hai
|
Re: Aj Ki Anokhi Generation..
Quote:
or :kitti::kitti::kitti: |
Re: Aj Ki Anokhi Generation..
hahaha dont worry G.T
me positive hi rehti hooon |
Re: Aj Ki Anokhi Generation..
First of all very nice topic but itz very hard to read your urdu ? you realli from pakistan ? dun think so anyways, baato se batain nekalti hai jitne loog utne he batain aur utne he mashwaray .. loog aram se moun khul ke keh dete hai in ko tarbeyaat he ise meli hai .. kon maa baap woh aya Rich ho ya poor kabhi be galat kam mai apne bacho ko nahi dal sakte galat mashwara kabhi be nahi de sakte haan aik kam woh nahi ker pate ke woh bacho ko study nahi karwa patay aur woh sahe khete aur karte hai cuz un ka hacha kon uthaye , itz very easy to say ke kuch be hojay parao lekhao but itz very hard, woh ppl isay kam ker jate hai kesi ke liye jan de deni us ka nahi socha jis nai janam deya,jis nai chalna bolna baat karna sekhya kesi ke liye us maa ko us baap ko aik mint mai isa dukh de dena jo marte marte be unke sath chala jay, pare lekhe yeh nahi ke woh isa nahi karte woh kuch ajeeb he style ka kaam karte hai woh bachpan ka laad pyaar bachay ko itna bura bana deta hai ke bare hoker be woh mom dad se ise baat ker jate hai ke samnay wala dekhta reh jay, but im realli thankfull GOD ke mere pass duniya ki saab se mehngii aur nayab chez hai Maa, mai pardes mai raho ya unke sath nahi. lakin un ka har faisla mere liye pathar pe lakheer hai, un ka khyal un ka pyaar mere liye saab se aziz hai,please app log saaab itne lucky ho ke appke pass maa ka pyaar hai us ki dua hai, app soch be nahi sakte, kabhi un loogo ka sochu jis ke pass saab kuch hota hai lakin maa nahi tou unki ankhu mai wasay he ansuu ajtay hai maa ka naam he sunte, kabhi unse pochu ke woh kya feel kerte hai, Khudra apne Maa baap ka itna khyal rakhu ke woh pao rakhe tou appke hath ke upper,itne izat dhu unko,, mai kesi ki nahi apni baat karta ho i dun have dad he passed away, mera nam hai unke naam ke sath, sochu kisa insaan mehsos karta hai aik dad ke bina, nahi soch sakte cuz you ppl are lucky ke dad ho tou koi zimadari nahi koi parwa nahi kuch nahi pata gher kesay chal raha hai cuz appke sar pe dad hai appke, kitne lucky hote hai na woh insaan, khair topic kaha se kaha chala gya try to get more n more happy ur parents, kuin ke zindagi isay he tamam ho jani hai gelay shikay tou chalte rehne hai .. |
Re: Aj Ki Anokhi Generation..
hhmmm its true devil, sahi kaha, bus apne apne smjhne ki baat hai naa, agar maa baap, behan bhai sare risthe insan k pas majood ho to smjh lo k uss insaan ko zindagi mein kisi cheez ki kammi nahi
|
Re: Aj Ki Anokhi Generation..
Yeah anyways I cant type more you know yaha humari chuti see guriya hai she dont have parents so dun wanna hurt her awain ro deti hai chuti chuti baato pe anyways u ppl carry on thank u ..!!
|
Re: Aj Ki Anokhi Generation..
Quote:
oor konsi guriyaa ? |
All times are GMT +5. The time now is 09:29 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.