Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
Kaanch Ki Gurya Sheeshay se bani ek larki Patthar ke nagar mein aayi Woh dhoond rahi thi moti Aur patthar se takraayi Sheeshay se bani ek larki Patthar ke nagar mein aayi Sheeshay se bani yeh larki Is baat se hai anjaani Jab rait chamakti hai to Lagti hai door se paani Yeh phool hain sab kaaghaz ke Lekin woh samajh na paayi Sheeshay se bani ek larki Patthar ke nagar mein aayi Woh dhoond rahi thi moti Aur patthar se takraayi Sheeshay se bani larki se Keh do ke na baad mein rona Kuch log hain jo peetal ke Kehte hain woh khud ko sona Yeh jhoot ka pul tootega Aur gehri hai gham ki khaayi Sheeshay se bani ek larki Patthar ke nagar mein aayi Woh dhoond rahi thi moti Aur patthar se takraayi
Main Tere Hath Pe Rach Jaon Rango Ki Tarha, Tu Mera Naam Hathon Pe Kabhi Saja Kar To Daikh.. |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
Allah hafiz...
|
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
|
|||
[SIGPIC][/SIGPIC]]
|
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
|
|||
|
(#8)
![]() |
|
|||
|
(#9)
![]() |
(#10)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
gurya, kaanch |
|
|