Great Urdu Poets&Poetry Share All Great Urdu Poets Poetry Here |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
A Famous Ghazal by Mirza Ghalib Koi ummeed bar nahin aati Koi soorat nazar nahin aati maut ka ek din muayyan hai need kyon raat bhar nahin aati aage aati thi hale dil pe hansi ab kisi baat par nahin aati janta hoon sababe-taato-zahad par tabeeat idhar nahin aati Hai kuchh aisi hi baat jo chup hoon, varna kya baat kar nahin aati kyon na cheehkoon ki yaad karte hain meri awaaz gar nahin aati marte hain aarzoo me marne ki maut aati hai par nahin aati kaba kis munh se jaoge Ghalib sharm tumko magar nahin aati
![]() ![]() ![]() ![]() |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
famous, ghalib, ghazal, mirza |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| faraz,ghalib,mohsin,wasi| | Hussain | Jokes | 12 | 10-14-2011 05:12 PM |
@@@ ghalib @@@ | Hussain | Jokes | 9 | 10-12-2011 01:57 AM |
Faraz , wasi ghalib | Hussain | Jokes | 23 | 10-10-2011 04:27 PM |
ghazal begum akhtar aey mohabat tere anjam- full ghazal | FAJAAN | Video Poetry | 10 | 08-28-2011 10:30 PM |