![]() |
A Famous Ghazal by Mirza Ghalib
A Famous Ghazal by Mirza Ghalib Koi ummeed bar nahin aati Koi soorat nazar nahin aati maut ka ek din muayyan hai need kyon raat bhar nahin aati aage aati thi hale dil pe hansi ab kisi baat par nahin aati janta hoon sababe-taato-zahad par tabeeat idhar nahin aati Hai kuchh aisi hi baat jo chup hoon, varna kya baat kar nahin aati kyon na cheehkoon ki yaad karte hain meri awaaz gar nahin aati marte hain aarzoo me marne ki maut aati hai par nahin aati kaba kis munh se jaoge Ghalib sharm tumko magar nahin aati |
Re: A Famous Ghazal by Mirza Ghalib
Beautiful :)
|
Re: A Famous Ghazal by Mirza Ghalib
wowwwww so nice sis
|
Re: A Famous Ghazal by Mirza Ghalib
thanks alll
|
Re: A Famous Ghazal by Mirza Ghalib
v nice sharing
|
Re: A Famous Ghazal by Mirza Ghalib
zaberdast 2nd year ki urdu book mei parhi tih
|
Re: A Famous Ghazal by Mirza Ghalib
nyc sharing khusbo
|
Re: A Famous Ghazal by Mirza Ghalib
thanks admin n mahi
|
Re: A Famous Ghazal by Mirza Ghalib
:goodone:
|
Re: A Famous Ghazal by Mirza Ghalib
thanksss
|
| All times are GMT +5. The time now is 05:57 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.