Great Urdu Poets&Poetry Share All Great Urdu Poets Poetry Here |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]()
hava k zor se pindar-e-bam-o-dar bhi gaya chirag ko jo bachate the un ka ghar bhi gaya pukarte rahe mahafuz kishtiyon vale main dubte hua dariya k par utar bhi gaya ab ehtiyat ki divar kya uthate ho jo chor dil main chupa tha vo kam kar bhi gaya main chup raha k is main thi afiyat jan ki koi to meri tarah tha jo dar par bhi gaya sulagate sochte viran mausamon ki tarah kara tha ahad-e-javani magar guzar bhi gaya jise bhula na saka us ko yad kya rakhta jo nam dil main raha zehan se utar bhi gaya phati-phati hui ankhon se yun na dekh mujhe tujhe talash hai jis ki vo shaKhs mar bhi gaya magar falak ki adavat usi k ghar se na thi jahan 'Faraz' na tha sail-e-gam udhar bhi gaya
![]() Kabhi zindagi me kisik liay mut rona** q k vo''tumhare ansoun k kabil nahi ho ga'' or ''vo'' jo is ''kabil'' ho ga vo tumhe ''rone'' nahi de ga''***** |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#3)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#4)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#5)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() |
(#6)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
bhi, gaya, hava, pindarebamodar, zor |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Dar Dar BHatakTe hain Armaan Ki Tarah | Ghuncha | Urdu Sms | 16 | 11-20-2011 09:40 PM |
jis tarah ki hain ye divaaren ye dar jaisaa bhi hai | K@IN@@T | Great Urdu Poets&Poetry | 8 | 09-14-2011 07:27 PM |
Sar-e-taq-e-jan Na Chiragh Hai,Pas-e-bam-e-shab Na Sahar Koi, | Nick | Miscellaneous/Mix Poetry | 9 | 11-20-2010 11:09 AM |
Ulja to talkiyon ki bhi had se guzar gaya | (¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯) | Miscellaneous/Mix Poetry | 8 | 12-30-2009 07:58 AM |
Zor-e-kalam ko aazmaane ke liye aai ho | ShArArTi MuNdA | Miscellaneous/Mix Poetry | 11 | 07-22-2009 10:08 PM |