Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools
![]() |
Display Modes
![]() |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Aankhon ka rang, baat ka lehja badal gaya
woh shakhs aik shaam main kitna badal gaya Kuch din to mera aks raha aaine pe naqsh phir youn huwa ke khud mera chehra badal gaya jab apnay apnay haal pay hum tum na reh sakay to kiya huwa jo hum say zamana badal gaya qadmon talay jo rait bichhi thi woh chal pari us nay chhuraya haath to sehra badal gaya koi bhi cheez apni jageh par nahin rahi jaatay hi aik shakhs kay, kiya kiya badal gaya ik sarkhushi ki moj nay kaisa kiya kamal wo bay-niaaz saara ka saara badal gaya
[SIGPIC][/SIGPIC]]
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
jaatay hi aik shakhs kay, kiya kiya badal gaya nyc.............
Allah hafiz...
|
(#3)
![]() |
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
[SIGPIC][/SIGPIC]
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
aankhon, baat, badal, gaya, lehja, rang |
|
|