|
|
Posts: 21,143
Country:
Join Date: Aug 2008
Location: India
Gender:
|
|
Shaam aap ne samaj ki ek bari burayi ko zaher kya hai....maa_shire main ye bahut aam hai jaise ye koi burayi na ho.....aur nuqs nikalna hamara huq ho......!
.... Hum khaliq e kainaat ki Taqleeq main nuqs nahi nikal sakte......( laqad qalaqnal insana fii ahsani taqweem ) beshak Hum ne Insaan ko bahtareen tarkeeb aur surat main paida kya hai... Surah Teen Ayah: 3
Her insaan laayq e izzat hai...bazaher wo kam qabiliyat kam salahiyat ka ahel ho......mamuli mulazimat karta ho....kon jane wo Allah ke nazdeek kya darja rakhta ho.......! Allah swt hum sab ko nek Taufeeq de Aameen...!
|