![]() |
Insan ki Izzat o Takreem
|
Re: Insan ki Izzat o Takreem
plz bina parhey very nice sharing aur jazak Allah na kahiye ga.
|
Re: Insan ki Izzat o Takreem
Behtareen Baat kahi :) Zabardast.. :)
ALLAH SWT ahsan al Khaliq hay..Us nai Insan ku bahtareen shakal de hay ( as ALLAH said in quran)... .Lakin buss humri society :( |
Re: Insan ki Izzat o Takreem
MASHAALLAHH Bahut hi Zabardast Baat Hai Shukrriya Muhtaram Ager Yahi Baat Hummhare Dilo Se Nikal Jaye K Insaan Mai Koi NA Koi Noqs Nikaalte Hain Aur Mazak Urhate Jab Ke Hamhe Nahi K Hum Kitna Bara Gunaah Kar rahe Hain :) |
Re: Insan ki Izzat o Takreem
Shaam aap ne samaj ki ek bari burayi ko zaher kya hai....maa_shire main ye bahut aam hai jaise ye koi burayi na ho.....aur nuqs nikalna hamara huq ho......!
.... Hum khaliq e kainaat ki Taqleeq main nuqs nahi nikal sakte......( laqad qalaqnal insana fii ahsani taqweem ) beshak Hum ne Insaan ko bahtareen tarkeeb aur surat main paida kya hai... Surah Teen Ayah: 3 Her insaan laayq e izzat hai...bazaher wo kam qabiliyat kam salahiyat ka ahel ho......mamuli mulazimat karta ho....kon jane wo Allah ke nazdeek kya darja rakhta ho.......! Allah swt hum sab ko nek Taufeeq de Aameen...! |
Re: Insan ki Izzat o Takreem
bohat shukria sab ka
yah ashfaq ahmed ki kitab Zaviya se iqtibaas hai. |
Re: Insan ki Izzat o Takreem
Mashallah.. Bayshaq Bhai Kisi Ki Izzat-e-Nafs Ko Majrooh Karna Bohat Ghalat Baat Hay.. Khuda Nay Hi Shakal Banai, Khuda Nay hi Muqam Diye.. Ameeri Ghareebi.. Warna Insan Aik Hi Maaday Ka Hay "Mitti" |
Re: Insan ki Izzat o Takreem
Apka Shukriya itni Achi Baat Share Ki.. |
Re: Insan ki Izzat o Takreem
thanks ....
|
Re: Insan ki Izzat o Takreem
really like this
apki baton ma wazan hy muje achi lagi han aur agar isi tarah hum yeh batein follow krein tou sb maslay hal ho jaen |
All times are GMT +5. The time now is 03:53 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.