|
|
Posts: 52,341
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2009
Location: RAWALPINDI
Gender:
|
|
mujh ko ruswa sar-e-bazar na karwaya kare
kash ansoo meri ankhon mein hi reh jaya kare
ai hawa main to bas uska pata poocha tha
ab kahani to na har baat ki ban jaya kare
bas bohat dekh liye khwab suhane din ke
ab wo bataon ki rafaqat se na behmaya kare
aik musiibat to nahen tooti so ab iss dil se
jis musiibat ne guzarna hai guzar jaya kare
jis ke khwabon ko main ankhon mein saja kar rakhon
us ki khushboo kabhi mujh ko to mehkaya kare
Kabhi zindagi me kisik liay mut rona**
q k vo''tumhare ansoun k kabil nahi ho ga''
or ''vo'' jo is ''kabil'' ho ga vo tumhe ''rone'' nahi de ga''*****
|