![]() |
mujh ko ruswa sar-e-bazar na karwaya kare

kash ansoo meri ankhon mein hi reh jaya kare ai hawa main to bas uska pata poocha tha ab kahani to na har baat ki ban jaya kare bas bohat dekh liye khwab suhane din ke ab wo bataon ki rafaqat se na behmaya kare aik musiibat to nahen tooti so ab iss dil se jis musiibat ne guzarna hai guzar jaya kare jis ke khwabon ko main ankhon mein saja kar rakhon us ki khushboo kabhi mujh ko to mehkaya kare |
Re: mujh ko ruswa sar-e-bazar na karwaya kare
Good ..........
|
Re: mujh ko ruswa sar-e-bazar na karwaya kare
v nice

Thankssssssssssss
|
Re: mujh ko ruswa sar-e-bazar na karwaya kare
Nixe...
|
Re: mujh ko ruswa sar-e-bazar na karwaya kare
Nice...
|
Re: mujh ko ruswa sar-e-bazar na karwaya kare
nice
thx for shairing |
Re: mujh ko ruswa sar-e-bazar na karwaya kare
nice sharing
|
Re: mujh ko ruswa sar-e-bazar na karwaya kare
v nice
|
All times are GMT +5. The time now is 06:44 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.