Chamkte Chand ku toota huwa taara bana dalla
mere awargii nai muj ku awara bana dalla
Bara dilkhash bara rangeen hay yah shehar kahty hya
Yaha per hay hazaro ghr,Gharo mai log rehty hay
Mujhy is shehar nai galiwo ka banjara bana dalla
Mai is duniya ku aksar dek kar hairaan hutha hu
Na muj sai ban saka chota sa ghar din raat rotha hu
khudaya tu nai kise ya jahan sara bana dalla
Myre malik myra dil q tarapta hai sulagta hai
Tere marzi ,tere marzi pe kis ka zoor chalta hay
Kise ku gull kise ku tu nai angara bana dalla
Yahi agaz ta myra yahi anjam huna tha
Mujhy barbad huna tha mujhy nakam huna tha
Mujhy takdeer nai taqdeer ka mara bana dalla
And Your Lord Never Forget