![]() |
Chamkte Chand ku toota huwa taara bana dalla
Chamkte Chand ku toota huwa taara bana dalla mere awargii nai muj ku awara bana dalla Bara dilkhash bara rangeen hay yah shehar kahty hya Yaha per hay hazaro ghr,Gharo mai log rehty hay Mujhy is shehar nai galiwo ka banjara bana dalla Mai is duniya ku aksar dek kar hairaan hutha hu Na muj sai ban saka chota sa ghar din raat rotha hu khudaya tu nai kise ya jahan sara bana dalla Myre malik myra dil q tarapta hai sulagta hai Tere marzi ,tere marzi pe kis ka zoor chalta hay Kise ku gull kise ku tu nai angara bana dalla Yahi agaz ta myra yahi anjam huna tha Mujhy barbad huna tha mujhy nakam huna tha Mujhy takdeer nai taqdeer ka mara bana dalla |
Re: Chamkte Chand ku toota huwa taara bana dalla
wah wah deewani dil jeet liya kya khoob arsaahd farmaya apne :0042:
|
Re: Chamkte Chand ku toota huwa taara bana dalla
san q.....buhat buhat shukriya.....
|
Re: Chamkte Chand ku toota huwa taara bana dalla
bht khoob sis
|
Re: Chamkte Chand ku toota huwa taara bana dalla
thnx.........:0042:
|
All times are GMT +5. The time now is 02:57 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.