|
|
Posts: 12,710
Country:
Star Sign:
Join Date: Jun 2012
Location: Karachi
Gender:
|
|
Quote:
Originally Posted by Miss Habib
iss sense mein use nahi kia gaya k wo munsif nahi, balkay isliye use kia gaya hai k agar hum usse insaaf mange or wo insaaf karein to
|
thora ghor karo to aap ko bhi ghalat lagega .. 
beshaq wo rehmatein barsa raha hota hai hamare uper but wo bhi insaaf k sath hi ...
Allah se insaaf nahi mangna chahye ...
1. kyun k aesa ho hi nahi sakta k Allah insaaf na karey ..
2. kyun k agar us ne insaaf kiya to tum gae kaam se...
option 1 agar reason hai to ye jumla 100% right .. but option 2 use kar rahai ho to bilkul ghalat ...
|