![]() |
Allah se insaaf na Mango
Allah se insaaf na mango Kyon k Allah se bara “Munsif” koi nahi Agar Allah ne insaf kia to shayd koi insane “Azab” se na bach sake Allah se mangni hai to “Rehmat” mango Kyon k Allah se bara Raheem koi nahi aur Allah ki rehmat Allah k “Ghazab” per bhari hai |
Re: Allah se insaaf na Mango
nice sharing
|
Re: Allah se insaaf na Mango
emmm ... little confusion ..
Allah se bara munsif koi nahi (beshaq) 2nd line : Agar Allah ne insaf kiya to ........... ?? (word agar q use kiya gaya hai? jab k uper hi keh diya gaya k us se bara munsif nahi koi ... ) |
Re: Allah se insaaf na Mango
Quote:
iss sense mein use nahi kia gaya k wo munsif nahi, balkay isliye use kia gaya hai k agar hum usse insaaf mange or wo insaaf karein to |
Re: Allah se insaaf na Mango
Quote:
beshaq wo rehmatein barsa raha hota hai hamare uper but wo bhi insaaf k sath hi ... Allah se insaaf nahi mangna chahye ... 1. kyun k aesa ho hi nahi sakta k Allah insaaf na karey .. 2. kyun k agar us ne insaaf kiya to tum gae kaam se... option 1 agar reason hai to ye jumla 100% right .. but option 2 use kar rahai ho to bilkul ghalat ... |
Re: Allah se insaaf na Mango
Quote:
|
Re: Allah se insaaf na Mango
Quote:
|
Re: Allah se insaaf na Mango
ha 2sra option me kuch galt hony ehsaas ho raha hy anyway best.........
|
Re: Allah se insaaf na Mango
aap ne aur aap ki ek aur friend ne exam acha nahi diya ... result k liye aap ne teacher se kaha k plz reham karein ...
Teacher ne paas kar diya aap pr reham kar k ... kya ye insaaaf hoa??? kya teacher ne sahi kiya? ********** 2nd view ... aap ka previous record acha hamesha acha raha jab k aap ki friend ka hamesha hi bura raha ... now teacher ne pass kar diya ... yup ab ye mehaz reham nahi ... yahan insaaf bhi tha .. |
Re: Allah se insaaf na Mango
Quote:
lekin Allah k insaaf karne mein or Allah k insaaf karne mein farq hai lekin khair tum bat ko kisi or point off view mein le gai |
All times are GMT +5. The time now is 01:15 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.