|
|
Posts: 61
Country:
Join Date: Aug 2011
Gender:
|
|
Mein ne kaha teri yaad mein ankhen routi hein
Jawab aaya yeh issi tarah saaf hoti hein
Poocha dard e hijhr ka koi ilaaj bataaiye
Jawab aaya vasal ho ga issi tarah rote jaaiye
Mein neh kaha ab ankhon keh saath dil be rota hai
Jawab aaya aashqon keh saath aisa he hota hai
Mein neh kaha raat ko aansoon seh takiye bheeg jaate hein
Jawab aaya chlo issi bahane hum tumein yad tou aate hein
Mein neh kaha meri mushklaat ko koi hal bataaiye
Jawab aaya asghar khuda keh liye humein bhool jaaiye
Last edited by m.asghar mirpuri; 08-31-2011 at 08:24 PM..
|