![]() |
Mein neh kaha........
Mein ne kaha teri yaad mein ankhen routi hein
Jawab aaya yeh issi tarah saaf hoti hein Poocha dard e hijhr ka koi ilaaj bataaiye Jawab aaya vasal ho ga issi tarah rote jaaiye Mein neh kaha ab ankhon keh saath dil be rota hai Jawab aaya aashqon keh saath aisa he hota hai Mein neh kaha raat ko aansoon seh takiye bheeg jaate hein Jawab aaya chlo issi bahane hum tumein yad tou aate hein Mein neh kaha meri mushklaat ko koi hal bataaiye Jawab aaya asghar khuda keh liye humein bhool jaaiye |
Re: Mein neh kaha........
buhat ala bhi keep it up
|
Re: Mein neh kaha........
Thanks ayaz bhai.asghar
|
Re: Mein neh kaha........
Good Asghar Bro :)
|
Re: Mein neh kaha........
Thanks careless bhai.asghar
|
Re: Mein neh kaha........
buhat khoob..
|
All times are GMT +5. The time now is 06:58 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.