khushi ka kya hai bharosa
Kahan bichar
jae
Rah-e-hayat mein gham ko bhi
Hum safar
rakhna
Unse bichre hai tho mehsoos
huwa hai Aa
Dil
kaise khushboo ki tarah
Log bikher jaate
hai
Hum se hamare chahne wale
Bichard Gaya
Ab Unki
qurbaton ke
Zamane Guzer Gaya
Bichard ke mujhe
tumne
Yeh bhi socha hai
Adhura chand bhi kitna
Udass
rehta hai
Hum se rah-e-hayat mein
Bichra jho aik
shaks
Ankhen bhi us ke saath hi
Jaise bichard
Gaya
Tujh se kya bichre ke ankhen
Raiza raiza ho
Gaye
Aaina toote tho chehra aur
Dhundla dhundla ho
gaya
Bichad Gaye hai kahan
hum safar KHUDA
jane
Nakoosh pa bhi nahi
Jurs karwan bhi nahi