![]() |
khushi ka kya hai bharosa
khushi ka kya hai bharosa Kahan bichar jae Rah-e-hayat mein gham ko bhi Hum safar rakhna Unse bichre hai tho mehsoos huwa hai Aa Dil kaise khushboo ki tarah Log bikher jaate hai Hum se hamare chahne wale Bichard Gaya Ab Unki qurbaton ke Zamane Guzer Gaya Bichard ke mujhe tumne Yeh bhi socha hai Adhura chand bhi kitna Udass rehta hai Hum se rah-e-hayat mein Bichra jho aik shaks Ankhen bhi us ke saath hi Jaise bichard Gaya Tujh se kya bichre ke ankhen Raiza raiza ho Gaye Aaina toote tho chehra aur Dhundla dhundla ho gaya Bichad Gaye hai kahan hum safar KHUDA jane Nakoosh pa bhi nahi Jurs karwan bhi nahi |
Re: khushi ka kya hai bharosa
V Nice
|
Re: khushi ka kya hai bharosa
thanks.........
|
Re: khushi ka kya hai bharosa
Ye to nahin hai meri manzil
ghazal for sale ye to nahin hai meri manzil, phir kyun hoon main yahan jaana to hai aur kahin magar,main jaoon bhi to kahan aisa lagta hai zindagi ,ke kya main kahoon kitabon mein likhi hui jaise, hoon main koi daastaan yuhin na guzar jaye umr, rahen talaash mein kahin to hoga zaroor mere, khwabon ka aashiyaan samandar sa gahra hai ,dard-e- dil mera bhi bayaan kar nahin sakte, hoton pe hai khamusiyaan mukaddar to apni aisi, hai ke tawzzub hai har roj hota hai lamha, mere sabron ka imtehaan ji mein to aata hai ke, jeena hi chod doon bezaar lagne laga hai, aajkal to mujhe ye jahan ummidon ka charag kahin, bujh na jaye amin sunle mere khuda tujhse ,hai ye meri arziyaan |
Re: khushi ka kya hai bharosa
buhat khoob n thanks.
|
All times are GMT +5. The time now is 12:35 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.