![]() |
Wo Larki Bhi Ek Ajeeb ....
wo larki bhi aik ajeeb paheli thi piyasay hount thay aankh jesay sumander thi suraj is ko dekh k peela parta tha wo sarma ki dhoop mein dhul kar nikli thi us ko apne saaye se bhi dar lagta tha suraj k sehraa mein wo thanha hirni thi aate jaate mosam is ko daste tahay hanste hanste palkoun se ro parti thi door se ujray mander jesa ghar us ka wo apne ghar mein akloti devi thi tyez hawa ko rook k apne anchal per souke phool ikthay karti phirti thi sab par zaaher kar deti thi bhed apna sab se ik tasveer chupaye rakhti thi kal sham chakna chuur hua tha dil us ka ya phir pehli baar wo khoul k rooyi thi RoOZ =kia jane kioun dhoop se beparwa wo apne ghar ki dehleez pe bethi thi ! |
Re: Wo Larki Bhi Ek Ajeeb ....
Nice...
|
Re: Wo Larki Bhi Ek Ajeeb ....
Really nice...
tfs |
Re: Wo Larki Bhi Ek Ajeeb ....
buhat khoob
|
Re: Wo Larki Bhi Ek Ajeeb ....
Poetry is so impressive . i like your poem really like the ture and
real. |
Re: Wo Larki Bhi Ek Ajeeb ....
Aap Sab Ka Bahat SHukiriyaa Mai Re Hosla Afzaee K liya
|
Re: Wo Larki Bhi Ek Ajeeb ....
really a nice sharing
|
Re: Wo Larki Bhi Ek Ajeeb ....
Thanks Dear
|
Re: Wo Larki Bhi Ek Ajeeb ....
good...
|
Re: Wo Larki Bhi Ek Ajeeb ....
v Nice ....
|
All times are GMT +5. The time now is 02:18 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.