![]() |
itna sukhan men bekal hona parta hai
itna sukhan men bekal hona parta hai apne ap se ojhal hona parta hai jub khamoshi baa mane ho jaey to lafzon ko phir mahmal hona parta hai haste baste shahron men rehne walon akhir akhir jangal hona parta hai din ko bhi sooraj ki aag men jal jal kar sham ki ankh ka kajal hona parta hai dil men her khuwahish ko zinda rakhta hun baz auqaat to maqtal hona parta hai sahir ajub hota hai sahar bulandi ka pani ko bhi badal hona parta hai |
Re: itna sukhan men bekal hona parta hai
Nice...
|
Re: itna sukhan men bekal hona parta hai
Very Very GooD
|
Re: itna sukhan men bekal hona parta hai
|
Re: itna sukhan men bekal hona parta hai
thx alot shayan
|
Re: itna sukhan men bekal hona parta hai
thx alot zafina
|
Re: itna sukhan men bekal hona parta hai
thx alot sahaili
|
Re: itna sukhan men bekal hona parta hai
Nice T4S
|
Re: itna sukhan men bekal hona parta hai
thx alot jamil
|
Re: itna sukhan men bekal hona parta hai
oye hoyee hoyee zabrdast yaar bht khoob
|
All times are GMT +5. The time now is 09:33 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.