![]() |
Tanhai
Ajeeb terha sey utri hai ab k tanhaai Dewar-o-dar se baras nay lagi hai tanhai ye merey ghar ki udasi se dar gai shayad lipat k mujh se galay ro rahi hai tanhai chalo k sham hui ab to lautna hai mujhey k merey ghar pay meri muntazir hai tanhai main ja k us ko sonata hon hal-e-dil apna phir apna haal sonati hai mujh ko tanhai woh rasta ho k manzil ho ya k mehfil ho meri rafeeque---meri raazdar---tanhaai bari talaash se us ko mila hai ghar mera phiri hai merey liay dar badar ye tanhai kabhi yahan bhi to qadmo ki aahatain aain mujhi se kehnay lagi hai ye meri tanhaai |
zabardast jeee,,......
|
thanx
|
kabhi yahan bhi to qadmo ki aahatain aain
mujhi se kehnay lagi hai ye meri tanhaai taj u to shrana ban ge ho yaar nice one (y) akher mnera asar ahi gaya hia omg |
Kamal ki ghazal hai aap ki (y) her sher ne apne andar ek dastan samaytee hai very nice lagta hai aap ko sherii ka bhut zooq hai carry on
|
shukhriya app logo ki passandidgi ka :)
|
Nice Shah sis
|
thanx sis
|
All times are GMT +5. The time now is 06:01 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.