Great Urdu Poets&Poetry Share All Great Urdu Poets Poetry Here |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]()
Yeh tairi jheel see ankhoon mein rut'jagoon kay bhanwar yeah tairay phool say chehray pay chandini ke phawar Yeah tairay lab yeh diyaar e yuman kay surkh aqeeq Yeh aainay see jabeeen, sajda'gah e layal o nehaar Yeah bay'nayaaz ghanay jungloon say baal tairay Yeah phoolti hoi sarsoon ka aks galoon par Yeah dharkanoon ke zubaan boltay howay abroo Kamand daal rahay hain mairay khayaloon par Yeah naram naram say hathoon ka garam garam lamas Gudaaz jisam pay baloor tehoon ka samaan! Yeah ungliyaan, yeah zumurad tarashee shakhain! Kiran kiran tairay dantoon pay motiyoon ka gumaan Yeah chandini mein dhullay paoon jab bhi ruqs karain Fiza mein un ginay ghungroo chanaknay lagtay hain Yeah paoon jab kissi rastay mein rung barsayain Tu mousmoon kay muqadar chamaknay lagtay hain Tairi jabeen pay agar hadson kay naqas ubhrain Mizaaj gardish e doraan bhi larkharaa jaye Tu muskuraye tu subhain tujhay salaam karain Tu ro paray tu zamanay ke ankh bhar aye Taira khayaal hai khushboo, taira libaas kiran! Tu khaak zaad hai ya asmaan say utree hai ? Mein tujh ko daikh kay khud say sawaal karta hoon Yeah mouj e rung zameen par kahaan say utaree hai ? Mein kis tarhaan tujhay lafzoon ka payrhan bakhshoon ? Mairay hunar ke bulandi tu sar'nagoon hai abhi Tairay badan kay khud o khaal mairay bus mein nahi Mein kis tarhaan tujhay sochoon, yeahi junoon hai abhi Milay hain youn tu kaye rung kay haseen chehray! Mein bay'nayaaz raha mouj e saba ke tarhaan !! Tairi qasam tairi qurbat kay mousmoon kay baghair Zameen pay mein bhi akayla phir khuda ke tarhaan Magar mein shehar e hawadis kay sung zadoon say Yeah Aaina saa badan kis tarhaan bachaoon ga ? Mujhay yeah dar hai kissi roz tairay kurb samait Mein khud bhi dukh kay samandar mein doob jaoon ga! Mujhay yeah dar hai kay tairay tabasumoon ke phuwaar Younhi wafa ka taqaza, haya ka toor na hooo ? Taira badan, tairi duniya hai muntazir jiss ke, Mein sochta hoon mairi jaan woh koi "Aur" na hoo Mein soochta hoon magar sochnay say kaya hasil ? Yeah tairi jheel see ankhoon mein rut'jagoon kay bhanwar
![]() Kabhi zindagi me kisik liay mut rona** q k vo''tumhare ansoun k kabil nahi ho ga'' or ''vo'' jo is ''kabil'' ho ga vo tumhe ''rone'' nahi de ga''***** |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#3)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#4)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#5)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#6)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#7)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#8)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
ankhoon, bhanwar, jheel, kay, mein, rutjagoon, tairi, yeh |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Bhanwar MEin MUjh Ko Jo Chor Detay | (‘“*JiĢäR*”’) | Ashaar's | 4 | 12-18-2012 09:02 AM |
In jheel C Gehri Ankhoon main.. | DrEaMBoY | Ghamgheen/Sad shayari | 2 | 04-09-2012 08:26 PM |
Aaj kay dor mein ay dost yeh manzar kion hai | ShahTaJ | Miscellaneous/Mix Poetry | 11 | 07-25-2009 07:14 AM |
Tairi jabeen pay agar hadson kay naqas ubhrain | Dil Wale | Miscellaneous/Mix Poetry | 6 | 03-14-2009 02:54 AM |
Yeh tairi jheel see ankhoon mein rut'jagoon kay bhanwar | Dil Wale | Miscellaneous/Mix Poetry | 5 | 02-24-2009 02:20 PM |