General Discussion This is the forum for your general conversation. Share your interest, ideas, your dreams (about other guppies) or discuss anything not related to above or below forums. |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Ye Aik Bohat Bara Clash Chalta Araha Hay Between Relegious & Secular School of Thoughts, Kuch Kehtay Hain K Pakistan Islam K Naam Par Liya Tha Takay Aik Islami Ryasat Ka Qayam Kiya Jaye Aur Kuch Kehtay hain K Ye Sirf Aik " History Blunder " Hay, Quaid-e-Azam Khud Aik Secular Admi Thay, .. etc etc..
Chal Fiqr Noo Goli Maar Yaar Hain Din Jindri Day Chaar! ![]() |
(#3)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Must Watch Vedios Before Comment..
http://www.youtube.com/watch?v=37kV3XWa_R8 http://www.youtube.com/watch?v=vLcVycNQ5do
Chal Fiqr Noo Goli Maar Yaar Hain Din Jindri Day Chaar! ![]() |
(#4)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]()
very nice thread indeed thumb up for u Salman jaha tak topic ka talluq hai yah is me koi do raaye nahi ek sahi pakistani ki ke Pakistan is ISLAMIC STATE THA aur HAI aur inshaAllah RAHEY GA thora sa context dekhtey hain ke yah sawal utha hi kio..... Islam dunya me ek concept leike aya ke hum sei her ek ke passs bht vaast magr boundries hain hum sab accountable hain within those boundries sab sei pahlei us ke jis ne huimei takhleeq kia. farq hum me aur west me yah hai ke wo boundries ke qayil hi nahi jab individual satah per baat aati hai aur jab national interest ki baat aati hai tou bhi unke rules her muqaam per alag alag nazar aatey hain yah boundries individually bhi aur min haisul qom un sei bardasht nahi horahi hain. ab kia hoga ger pakistan ko ek islamic state ke taur per maan kar us ke law ko islamic shakal di jaaye jo ke abhi nahi hain. sab sei pahlei yah zehen me rakhein koi mulk apne qawaneen sei pahchana jata hai ke wo kis category me fall karta hai Pakistan ek muslim mulk hai jaha ka qanoon islamic nahi. islamic qanoon nafiz karne ka matlab hai ke un tamam values ki nafi ki jaaye jo he madar pidar azaadi ki taraf lei jaarahey hain jahan per phir ek qanoon hoga chahey wo prime minister ho ya koi gareeb patang uraaney wala bacha jaha per saddar apne order sei kisi ki saza me takhfeef nahi karsakey ga per yah cheez hazam nahi hogi kio ke is sei soceity buildup hogi aur yahi pakistan ek threat banjaye ga west ke lia now you shared 2 videos pahlei me Quaid e azam ki apni awaz hai jis me saaf unho ne kaha hai ke west ne baira gharak kia hai world ka humei apne even financial usooloo ko islamic karna parei ga second me jo baat ki hai wo ek manupilated controlled media ki soch hai per wo becharey yah baat bhool gaye ke jo baat wo kahrahey hain wo bhi islamic state ke ehem tareen usoolo me sei hai me quaid e azam ke kuch aqwal share karah hoo with dates takei pata chalei what his idealogy was On August 6, 1939, he said: “I was born Muslim; I am a Muslim and shall die a Muslim.” Addressing the Karachi Bar Association in January 25, 1948, the Quaid-i-Azam said:“I cannot understand the logic of those who have been deliberately and mischievously propagating that the Constitution of Pakistan will not be based on Islamic Shariat. Islamic principles today are as much applicable to life as they were 1300 years ago.” In 1946, Quaid-e-Azam declared ‘We do not demand Pakistan simply to have a piece of land but we want a laboratory where we could experiment on Islamic principles. In his message to the frontier Muslim Students Federation, he said:Pakistan only means freedom and independence but Muslims ideology which has to be preserved which has come to us a precious gift and treasure and which we hope, others will share with us. (Address on 18th June 1945) On 5th March, 1948 he quoted:“No doubt, there are many people who do not quite appreciate when we talk of Islam. Islam is NOT only a set of rituals, traditions and spiritual doctrines. Islam is also a code for every Muslim, which regulates his life and his conduct in even politics and economics and the like. It is based upon highest principles of honour, integrity, fair play and justice for all.” “Come forward as servants of Islam, organize the people economically, socially, educationally and politically and I am sure that you will be a power that will be accepted by everybody.” if someone need more articles and points on ideology of Quaid e Azam and Iqbal about the status of Pakistan, kindly let me know. akhir me ek baat kahoo ga Allah ke deen ko nafiz karna her musalmaan per farz hai jitna us ka ikhtiaar hai utna wo mukallaf hai . jis ka apne gher per ikhtiaar hai wo gher tak aur jis ka jaha tak hai.. Chahey quiad e azam ki soch secular bhi hoti aur alhumdullilah nahi thi, tab bhi hum per farz hai ke hum unki soch per Muhammad Rasool Allah ki soch ko muqaddam rakhey.
ایک تیرا ہجر جو بالوں میں سفیدی لایا ایک تیرا عشق جو سینے میں جوان رہتا ہے ![]() And Allah is All Enough For Me (Al-Quran)
|
(#5)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Quote:
Thankyou Bro For Replying.. Ap Hi Ki Baat Ko Mazeed Agay Barhata Hoon, Jahan Tak Main Mashriq Aur Maghrib Ko Compare Karta Hoon Kay Allah Ka Nafarman Chahay "West" Mein Hay Ya "East" Mein, Wo Isi Koshish Main Laga Howa Hay K "Relegion" Zindagi Ki Kahani Ka Aik Chapter Hay, Poori Kitab Nahi.. Jis Say Jitni Force Lag Rahi Hay Lagaa Raha Hay Kay "Relegion" Ko Samait K Worship Places Tak Mehdood Kardiya Jaye For Example Namaz Parhi To Allah Allah Hogai Phir Masjid Say Bahir Aye To Wohi Jhoot Faraib, Dhoka Dahi.. Aur Insan Ki Ye Tabiyat Chrisianity Aur Jews Main Bhi Daikhnay Ko Milti Hay Farq Itna Hay K Wo Log Officialy Ab Ye Mantay Hain K Relegion Ka Law Implementation Say Koi Taluq Nahi, Law Enforcement Ethics Ki Bunyad Par Banaye Jatay Hain Aur Insan Ki Moral Philosphy as we all knows 1971 Main Moral Values Aur Thi Aur 2012 Main Aur Hogai Hain Similarly 2020 Main Aur Hongi.. Yani Law Bhi Change Hotay Jayengay.. Example Daita Hoon K Baap Apnay Baitay Ko Daant Ya Maar Liya Karta Tha Jo Kay Moral Values Change Honay K Baad Baita Apnay Baap K Khilaf Case File Kar Sakta Hay Yar Phir Pakistani Law Main Adultry Ki Koi Saza Nahi Agar Couple Razamandi Say Ye Kaam Kar Raha Ho, Ye Bhi Change of Moral Values Hay..
Hum Muslim Par Ye Maqoola Bohat Fit Baith'ta Hay.. ایمان پکارے ہے کھینچے ہے مجھے کفر Hum Log West Ko Bhi Follow Karna Chahtay Hain Kion Kay Aik Trend Ban Chuka Hay, Like Pant&Shirt Ko Humi Main Say Aik Tabqa Kehta Hay K Koi Problem Nahi Pehni Hay To Kya Howa.. Aur Phir Humi Main Aik Aisa Tabqa Bhi Hota Hay Jo Kehta Hay Kay Kafiro'n Ki Taqleed Aur Un K Mushabay Harkaat O Saknaat Humain Qyamat Walay Din Unhi K Sath Khara Karaingi, Hadith K Mutabik*! Hum Log Confusion Ka Shikar Hotay Jarahay Hain.. Aur Akhir Main Iqbal Ka Aik Shair Darj Karonga جمہوریت ایک طرز حکومت ہے جس میں بندو کو گنا کرتے ہیں تولا نہیں کرتے
Chal Fiqr Noo Goli Maar Yaar Hain Din Jindri Day Chaar! ![]() |
(#6)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Quote:
Sory To Say Rasool Allah "SAW" Kay Deen Ko Nafiz Karnay Wali Soch Ko Extreamist Kaha Jaraha Hay Ye Meri Aur Apki Soch Hosakti Hay Uski Nahi, Isi Liye Humain Pakistani Secularism K Sath Pakistaniyat Ko Refrence Banana Hoga, Jis Main Role Model Quaid-e-Azam Ko Samjha Jata Hay ![]()
Chal Fiqr Noo Goli Maar Yaar Hain Din Jindri Day Chaar! ![]() |
(#7)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#8)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#9)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]()
Me ne apne Grandfather ko apni aankhon se dekha, mager us se pehle konkon thay me ke blood relation me ne nhi dekhe, mager Father ur mother ne me ko apni family ki history batai, llogon ke bare men bataya ur me ne yaqeen ker liya, is liye keh me ke pass ur koi resource nhi tha apne forefathers ki reality ke bare men jaan'ne ka, so jo kuch me ke father mohter ur grand father ne bataya me ko yaqeen kerna para, Yehi woh log thay jinhon ne pakistan ko apni aankhon se bunte dekha, ur is men participate kiya, inhi logon ne me ko stories sunai us waqt ki, ur yehi bataya keh Pakistan Islam ke liye bana, kionkeh hum log hindu se alag hona chate thay, so ager secular system ke liye bunta to wo to us waqt hindustan men already system tha, Muslims ko tang kiya jata tha, Quaid e Azam ne Congress kion chori, kia is men bhi muslim concept shamil nhi tha, Sir syed Ahmen Khan ko Ali Garh school kion open kerna para, kiya unhon ne realize nhi kiya tha keh muslmanon pe education hasal kerne ke resources kum hen, Moulana Mahummed Ali Johar ne kion kaha tha keh mujhe azadi do ya phir mujhe qabar ker liye jagah do, Kuch to beech men tha, So yeh tamam kuch me ko bazurgon ne bataya, so me ko yaqeen kerna hey is pe keh hamare bazurgon ko jhoot bolne ki zarorat nhi thi, I hope keh yahan pe eik dim Islamic system aaeiga jo abhi tak pori muslim world men nhi hey,
............................... .................................. Haan Yaad Mujhe Tum Ker Lena Awaz Mujhe Tum De Lena Is Rah e Mohabbet Men Koi Der'pesh Jo Mushkil Aa Jay |
(#10)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]()
guys !!!! some Common sense please farq kia parta hai makes no difference what so ever !!!! pakistan islam kay naam par bana ya history ka blunder tha, jo bhe tha it was over 60 LONG years ago , ab ban gaya hai ab is kay lia kuch karna just play your part kuch bhe agar kuch nahe kar saktay to at least apne existance par dhabba mat lagao , I am pakistani regardless where am born or bread , regardless am punjabi or baloch , shia or sunni , I am pakistani agar pura pakistan ghalat hai to is say bhe koi farq nahe parta am still pakistani .. As they say we need to own it ...
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
islamic, pakistan, secular, state |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
•State flags in different way• | Princess N | Pics And Images | 14 | 12-10-2011 07:12 PM |
State Bank to issue Coin of Rs 20 | (¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯) | Pics And Images | 3 | 12-06-2011 10:13 PM |
Some Important Laws Which Newton Forgot to State | chinamanx | Jokes | 13 | 10-14-2011 05:02 PM |
state of mind,,,,, | !«╬Ĵamil Malik╬«! | English Poetry | 24 | 09-20-2010 04:58 PM |
The State of the People of Paradise in this World | K@IN@@T | Islamic Issues And Topics | 1 | 06-02-2010 07:29 PM |