Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
- Not Mine -
Bande Hi Mile Sab, Kisi Mein Bandagi Nahi Mili! Dhoondte Rahe Umra Bhar, Manzil Nahi Mili. Charaghon Ki Sarparasti Mein, Raushni Nahi Mili. Tera Har Zulm Sar Ankhon Par Utha Lete, Manga Bohat Khuda Se, Magar Zindagi Nahi Mili. Muddat Taq Tere Shehar Mein Dhoondte Rahe Hum, Bande Hi Mile Sab, Kisi Mein Bandagi Nahi Mili! Umra Bhar Apne Be-Gunah Hone Ki Saza Kaati Humne, Gunha Hoga Jo Mustaqbil Ko Maazi Ki Haqeeqat Nahi Mili. Gali Ke Har Nukkad Par Maine Maa-Baap Ki Laash Dekhi, Shayad Kisi Bete Ko Daulat-A-Wasihat Nahi Mili. Kab Taq Khush Bahali Ki Baatein Karke Tassalli Doge, Aaj Bhi Mere Desh Mein Kisi Bhooke Ko Roti Nahi Mili. Waqt Ne Humein Kuch Is Qadar Badal Diya, Aaine Hazaron Dekhe, Apni Surat Nahi Mili! Aur In Parindon Ki Baghawat Jaiz Hai "Qadeer", Jinhe Raat Guzarne Apne Hi Paid Ki Shaqeen Nahi Mili!
|
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
fav |
|
|