Islamic Poetry !! Share Islamic Poetry Here !! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
Apni duniya mein mast rehta tha main
Maut ki fikar na karta tha main Gunnah ko gunnah na smjhta tha main Lazzaton k peeche bhagta tha main Dil chahta tha k parhon namaz main Par Masjid tak jism na le jata tha main Duniya ki ronaq mein magan tha main Waqat dosti mein barbad karta tha main Phir aik din achanak andheray chaya Ankh khuli to khud ko qabar mein paya Phir Allah ne poocha k kia le kar aya Ghar jana chaha lekin ja na paya Qabar ki tanhai ne bohat darya Awaz di apno ko to koi na aya Waqat hai sambhal ja, Jo gaya wo na aya Namaz bohat qeemti hai Allah ne samjhaya.
|
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
allah, samjhaya |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
~~bara samjhaya tenu~~ | ~~KING~~ | Share Your Favourite Videos | 2 | 03-04-2012 04:55 PM |
~~ Aansoo ko bahut samjhaya ~~ | umair8005 | Urdu Sms | 20 | 11-23-2011 06:00 PM |
*~* Deewane ko Samjhaya Nahi Karte *~* | Opal | Image Poetry | 40 | 08-24-2011 04:09 AM |
Main ne Usko Bare khuloos se Samjhaya tha | K@IN@@T | Miscellaneous/Mix Poetry | 2 | 04-05-2011 08:44 AM |
Us Ko Baray khuloos se samjhaya thaa | Ghuncha | Miscellaneous/Mix Poetry | 14 | 08-30-2009 08:39 PM |