Jis simt bhi dekhooN - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link|
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Poetry » Your Own Poetry » Jis simt bhi dekhooN
Your Own Poetry !!! Post Ur Own Poetry Here !!!

Advertisement
 
 
 
Thread Tools Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
(#1)
Old
SAjan SAjan is offline
 


Posts: 3,864
My Photos: ()
Country:
Join Date: Aug 2010
Gender: Male
lt Jis simt bhi dekhooN - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   02-09-2012, 11:23 PM

Jis simt bhi dekhooN nazar aata hai ke tum ho
Ae jaan-e-jahaaN ye koi tum saa hai ke tum ho

Yeh khwaab hai, khushboo hai, ke jhoNka hai, ke pal hai
Yeh dhuNd hai, baadal hai, ke saayaa hai, ke tum ho

Is deed ki sahAat main kaiye rang hain larzaaN
Mein hooN ke koi aur hai duniya hai ke tum ho

DekhO yeh kisi aur ki aankhAin hain ke meri
DekhooN yeh kisi aur ka chehra hai ke tum ho

Yeh umr-e-gurezaaN kahin tahre to yeh jaanooN
Har saaNs main mujh ko yeh lag ta hai ke tum ho

Har bazm main mauzoo-e-suKhan dil zadgaaN ka
Ab kaun hai Shireen hai ke Laila hai ke tum ho

Ik dard ka phaila huA sahara hai ke mein hooN
Ik mauj main aaya huAa dariya hai ke tum ho

Woh waqt na aaiye ke dil-e-zaar bhi sochai
Is shehar main tanha koi hum sa hai ke tum ho

Aabaad hum aashufta sarOn se nahin maqtal
Yeh rasM abhi shehar main zinda hai ke tum ho

Ae jaan-e-'Faraz' itni bhi taufeeq kise thi
Hum ko ghum-e-hasti bhi gawaara hai ke tum ho

 



[SIGPIC][/SIGPIC]
:
Jin Shaamon main Tujhe Bhoolna Chahen,
Wohi Raatain azaab Hoti hain:
Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links
 

Bookmarks

Tags
bhi, dekhoon, jis, simt


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Jis se Koi Khaas Taaruf Bhi Nahi . . . M A H i Miscellaneous/Mix Poetry 9 11-05-2012 02:40 AM
Ne’amatein baant ta jis simt woh zeeshaan gaya life Islamic Poetry 4 08-30-2011 10:39 AM
**JiS SimT B DekhuN Tm HO** SHAYAN Video Poetry 8 08-29-2011 10:36 AM
Taskeen na h0 jis sy w0 raaz badal dal0, J0 raaz na rakh pa'ay hamraaz badal dalo, Tum ny bhi suni h0gi bari aam kahaawat hai, Aanjam ka h0 khatra t0u aaghaaz badal dal0, Pur s0z Dil0n k0 j0 muskaan na dy pa'ay, Sur he na milly jis mai ~~KING~~ Miscellaneous/Mix Poetry 12 02-06-2011 12:18 AM
Jis samt bhi dekhoon nazar aata hai k tum ho ! (¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯) Miscellaneous/Mix Poetry 11 12-30-2009 08:05 AM


All times are GMT +5. The time now is 07:17 PM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG