Ghamgheen/Sad shayari !! Share Only Ghamgheen /Sad shayari Here!! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Gam-e-duniya se gar pai bhi fursat sar uthane ki
falak ka dekhna taqrib tere yad ane ki khulega kis tarah mazmun mere maktub ka yarab qasam khai hai us kafir ne kagaz k jalane ki lipatna paraniyan main shola-e-atish ka asan hai wale mushkil hai hikmat dil main soz-e-gam chupane ki unhen manzur apne zakhmiyon ka dekh ana tha uthe the sair-e-gul ko dekhna shokhi bahane ki hamari sadagi thi iltafat-e-naz par marna tera ana na tha zalim magar tamahid jane ki laqad-kob-e-hawadis ka tahammul kar nahin sakti meri taqat k zamin thi buton k naz uthane ki kahun kya khubi-e-auzag-e-ibna-e-zaman "Ghalib" badi ki usne jis se hamne ki thi barha neki
![]() ![]() ![]() ![]() |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
bhi, fursat, gameduniya, gar, pai, sar, uthane |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
hamain koi gam nahin tha gam-e-ashiqi se pahle | ROSE | Great Urdu Poets&Poetry | 6 | 09-14-2011 08:22 PM |
gam ki barish ne bhi tere naqsh ko dhoya nahin | ROSE | Great Urdu Poets&Poetry | 3 | 09-09-2011 10:36 PM |
*mujhy fursat hi fursat hai* | Hussain | Miscellaneous/Mix Poetry | 3 | 08-11-2009 01:19 PM |
Gam Kii Baarish Ney Bhi Tere Naqsh Ko Dhoyaa Nahii | "K.G" | Miscellaneous/Mix Poetry | 2 | 06-25-2009 11:38 AM |
Khud ko wo samjha bhi pai ho | ShArArTi MuNdA | Miscellaneous/Mix Poetry | 9 | 03-14-2009 05:34 PM |