Image Poetry !! Share Only Image Poetry Here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
koi chehra huwa roshan na ujaagar aankhen aayena daikh rahi hen meri pathar aankhen lay uri waqt ki aandhi jinhen saath apnay aaj phir dhoond rahi hen wohi manzar aankhen phoot niklein to kae shehr-e-tamanna doobay ik qatray ko tarasti then jo banjar aankhen us ko daikha hey to ab shooq ka wo aalam hey apni had se bhi nikal aai hen baahir aankhen tu nigaahon ki zubaan khoob samajhta hooga teri jaanib to aksar utha kerti hen aankhen loog martay na darr-o-baam se takra k kabhi daikh laitay jo kabhi us ki samandar aankhen
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
|
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
ankein |
|
|