
"Bus Samajhne ki Bat hai"
Buss Samajhne ki bat hai ,kisi ki adat hoti hai dard sehne ki ,to kisi may Himath nahi hoti apna dard biyan karne ki.......
ye kehne wale shayad kabhi phhott phhott kar nahi Roye,
kyun k
Bilawaja Kisi ko Dard lagta nahi bhala,
Dil jab tott jaye to dard biyaan karne se Be_Ikhtiyar Akhsh Ajaty hen,sisskiyaan banjati hen or Alfaz bhi sath chorh jaty hen ,
Ayse may koi kya kare ,
Alfazon pe kisi ka bass nahi ,
maine mana.......Lykin jab Dil tott jaye toh yehi alfaz akhshon may kahein doob se jaty hen or zuban khamosh hojati hai,
Dard ghott jata hai akhshon may....
Dil barh jata hai akhshon se or sub alfaz usmay Beh jaty hen ...
Dard hota nahi Alfazon may Biyaan ASIM...
Buss ye faqath samajhne ki bat hai... 
[SIGPIC][/SIGPIC]
Din Barh Khuawb jo Totty hain Sameetty Humne,
Phir Sogaye Nayeee Khuawb Sajaney k liye,
Roz Ek Jahad_E_Musalsal may Lagataar rehta hon,
Meri Saasoon ki Rawani toh Buss faqath Dokha hai..,
Han main Zinda hon Magar Srif Dikhaney k liye.!
Last edited by Hani; 12-03-2008 at 12:28 AM..