Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Ajeeb khawish ha sehar walon se chup chupa k kitaab likhon Tumhare naam apni zindagi ki kitaab ka intasab likhoon Wo lamha kitna ajeeb tha jab humari aankhin gale milin thin Main kis terha ab muhabbaton ki tishnagi k aazab likhon? Tum hi ne mere ujaar rastoon pe khawishon k diye jalye Tum hi ne chaha tha k khushk honton se chahon k gulaab likhon Khabi wo din the k neind aankhon ki sarhadon se pare pare thi Magar ab jab bi sona chahon,tumhari yaadon k khwab likhon Saqi" tenha dayar-a-shab main jalyon sach k diye kehan tak Siyah karoon ki saltanat main main kis terhan aftab likhon ? Zidatoon k jinoon main jis k qadan lahoon say rangay hwea hain Woh meray bas main nahi hain logon! k unko izaat-a-maab likhoon Yahi buhat ha k in labon ko sada se mehron kar k rakh doun Magar ya kaisi muslahat ha samandaron ko saarab likhon?
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() |
(#3)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() |
(#4)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]()
NYC, Quote:
Dil ki kitaab mein qaid huwy lamhey kabhi Dastaan nahi hote...
[SIGPIC][/SIGPIC]
قطرہ اے شبنم کی طرح اڑ جاینگے گل سے ایک یاد سی رہ جائے گی گلشن میں ہماری .•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *......`·.¸.·´* (¨`·.·´¨ ¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥ ´¨ `♥•. M A H ¡ ..•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *.....`·.¸.·´* (¨`·.·´¨¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥• .¸¸.•♥´¨`♥• |
(#5)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Quote:
us ko bi bachana ha khud ko bi bachana ha aik simt ha zaat apni aik simt zamana ha hum se na koyi uljhe hum log hain deewane andhi se hamin zid ha aik deep jalana ha hum dono ko banta ha darya k kinaron ne is simt bi rehna ha us simt bi jana ha ye ishq tu fitrat ha kaise ho juda muj se ye rog ha matti ka our sadiyon purana ha basti hi chupa li phir us shakhs ne hathon mein itna jo kaha main ne aik shahar basana ha aik ankh ha sehra tu aik ankh samandar ha kya jane is dil mein kis kis ko samana ha kehne ko buhat kuch ha ah Sabah magar hum ne aik wada nibhana ha aik dard chupna ha
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#6)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#7)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() |
(#8)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() ![]()
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#9)

(#10)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Quote:
Thnx : )
[SIGPIC][/SIGPIC]
قطرہ اے شبنم کی طرح اڑ جاینگے گل سے ایک یاد سی رہ جائے گی گلشن میں ہماری .•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *......`·.¸.·´* (¨`·.·´¨ ¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥ ´¨ `♥•. M A H ¡ ..•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *.....`·.¸.·´* (¨`·.·´¨¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥• .¸¸.•♥´¨`♥• |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
ajeeb, chup, chupa, khawish, kitaab, likhon, sehar, walon |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
~Nazar me zakhm-e-tabasum chupa chupa k mila, | Ghuncha | Miscellaneous/Mix Poetry | 16 | 11-12-2010 08:16 AM |
Khawish Hai Kay Iss Tour Se Jeevan Ko Guzaroo'n | Zafina | Miscellaneous/Mix Poetry | 6 | 01-03-2010 09:05 AM |
Nazar Main Zakhm-e-Tabbasum Chupa Chupa k mila | K@IN@@T | Miscellaneous/Mix Poetry | 3 | 09-29-2009 10:59 PM |
Likhon Kya Agar Main Use Khat Likhon? | ~ Bikhre Lamhe ~ | Miscellaneous/Mix Poetry | 2 | 05-27-2009 10:52 PM |