Jo pahley gaali bolega us par dono ka gunaah hoga
English Translation
Abu Huraira Radi allaho anho reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: When two persons indulge in hurling (abuses) upon one another, it would be the first one who would be the sinner so long as the oppressed does not transgress the limits.
Sahih Muslim Book 032, Number 6263:
Urdu Translation
Abu hurairah Radi allaho anho se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallaho alaihey wasallam ne farmaya ki Do shaksh jab gaali galoch karey to dono ka gunaah usi par hoga jo Ibtida (shurooaat) karega jab tak mazloom jiyadati na karey.
Sahih Muslim, Neki Suluq aur Adab ke masayeel (6591)