MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community
»
Poetry
»
Urdu Poetry Categories
»
Miscellaneous/Mix Poetry
»
Munni begum's ishq mein hum
Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !!
|
 |
|
|
Posts: 335
Country:
Star Sign:
Join Date: Apr 2009
Location: mumbai
Gender:
|
|
ishq mein hum tumhe kya batayein
kis qadar chot khaye huyenhe(2)
maut ne hume mara he aur hum
zindagi ke sataye hue he(2)
eh lahad apni mitti se kah de
dag lagne na paye kafan ko
aj hi humne badle he kapde
aj hi ke nahaye hue he
ishq mein hum tumhe kya batayein...
dushmano ki shikayat he weja
doston se gilla kya karenge
jhad chuke jin darakhto ke patte
phir kaha unke saaye hue he
ishq mein hum tumhe kya batayien...
kya he anjam ulfat patan woh
jakke shamma ke nazdiq dekho
kuch patano ki lashe padi hai
par kisi ke jalaye hue hai
ishq mein hum tumhe kya batayein...
unki tarif kya puchate ho
umra sari gunaho mein guzri
parzat ban rahe he waise
jaise ganga nahaye huyehe
ishq mein hum tumhe kya batayein...
dekh saqi tere mecce dekah
ek pahucha hua rind hu mein
jitne ahehe mayyat meri
sabke sab hi lagaye hue
ishq mein hum tumhe kya batayein
kis qadar chot khaye huyenhe
ishq mein hum tumhe kya batayein...
Kya ye alfaz un ulfat patan woh, jakke shamma ke nazdik dekho...
Last edited by bellbottom; 06-19-2010 at 06:33 PM..
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
All times are GMT +5. The time now is 08:45 PM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.