| Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
| Advertisement |
![]() |
|
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
|
|
|||
Show Printable Version
Email this Page
10-18-2008, 02:54 PM
Khud apne liye baith k sochenge kisi din yun hai k tujhe bhul k dekhenge kisi din bhatake hue phirte hain kai lafz jo dil main duniya ne diya vaqt to likkhenge kisi din hil jayenge ik bar to arshon k dar-o-bam ye khaknashin log jo bolenge kisi din apas ki kisi bat ka milta hi nahi vaqt har bat ye kahae hain k baithenge kisi din ai jan teri yad k be-nam parinde shakhon pe mere dard ki utrenge kisi din jati hai kisi jhil ki gahrai kahan tak ankhon main teri dub k dekhenge kisi din khushbu se bhari sham main jugnu k qalam se ik nazm tere vaste likkhenge kisi din soyenge teri ankh ki khlvat main kisi rat saye main teri zulf k jagenge kisi din khushbu ki tarah ,asl-e-saba khak numa se galiyon se tere shahar ki guzrenge kisi din 'Amjad' hai yahi ab k kafan bandh k sar se
us shahar-e-sitamgar main jayenge kisi din....
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai... |
| Sponsored Links |
|
|
|
(#2)
|
|
(#3)
|
|
|||
|
Allah hafiz...
|
|
(#4)
|
|
(#5)
|
|
|||
|
|
|
(#6)
|
|
|||
|
|
|
(#7)
|
|
|||
|
|
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| apne, baith, din, khud, kisi, liye, sochenge |
|
|