Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye a
a phir se mujhe choor ke jane ke liye a pahale se marasim na sahi phir bhi kabhi to rasm-o-rahe duniya hi nibhane ke liye a kis kis ko batayen ge judai ka sabab ham tu mujh se Khafa hai to zamane ke liye a kuchh to mere pindar-e-muhabbat ka bharam rakh tu bhi to kabhi mujh ko manane ke liye a ek umr se hoon lazzat-e-giriya se bhi maharum ai rahat-e-jan mujh ko rulane ke liye a ab tak dil-e-Khush faham ko tujh se hain ummidain ye aKhiri shamain bhi bujhane ke liye a mana ki muhabbat ka chupana bhi hai muhabbat chupake se kisi roz yeh jatane ke liye a jaise tujhe ate hain na anye ke bahane aise hi kisi roz na jane ke liye a...
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai... |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
ranjish, sahi |
|
|