Islamic Issues And Topics !!! Post Islamic Issues And Topics Here !!! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Asalam o Alikum England mein ek aurat nay kaha tha aurton ko azadi chayye aurton ko azad karo aurto ko mardo kay sath kam karna chayye shanabhasna dekhnay mein yeh alfaz nihat khubsurat thay lekin is ki keemat bohat khufnak wo log chuka rahe hain magrib ki aurat ka is waqt koi roop nahi na wo maa rahi na wo behan rahi,na wo phopi rahi, na wo khala rahi,na wo chachi rahi, na wo saans rahi just wo aik Girl Friend hai jis ko jab chaha istamal kara or tissue paper ki tarah pehak diya jese ek wheel se hawa nikal do gari nahi chalti wese hi mard ka bhi yehi haal hai na wo baap raha,na wo beta raha,na wo chacha raha ,just BOY FRIEND HAi aj yeh hai kal kick mar kay dusra ajaega yeh azab nak zindagi hai jis ka ek ek lamha wo log seh rahe hain magar unhonay is ko chupaya hua hai Dance kay sath Songs kay sath, sharab kay sath Magar afsus yeh hai humari nasal bhi wahi jarahi hain humari sister's brother's bhi wahi jarahe hain wo log nangay hoye humein bhi karna chahte hain sister's ko pent to pina hi di hai ab wo chahte hian yeh skirt mei ajae mein ap ko yeh sab keh raha hon ap ko yeh lagta hoga yeh kia puranay khayalat hai ajkal kon jeeta hai is mein to Humaray Nabi S.A.W ka irshad sunu " Kabhi Kafir Ki Agg Say Apne Ghar Ko Roshan Mat Karna" Hasan Basri RA Say Poocha Gaya tha is ka kia matlab hai to unhone bataya tha "Kabhi Kafir Kay ilm KO Apna Rahbar Na Banana,tumhara Rahbar Quran Hai QUran Hai Quran HAi Tumhara Rahbar Muhammad E Mustafa S.A.W Hain.. " Lekin inhi eroupe aurton say poocha gaya tum log azad rehna chahti ho ya nahi to sab eroupe ki aurton nay kaha hum azad nahi rehna chahte hum ghar mein rehna chahte hain lekin humare pass HUSBAND koi nahi jo ata hai humein use karta hai or phaik deta hai Freinds mein app ko yeh kahani nahi suna raha mein yeh sach bata raha hon yeh waha ki reet hai jo yahan chal rahi hai boy friend girl friend mein khud apnay app ko rakh kar bata raha hon kay yeh kabhi sukh nahi dete humesha roagay humesha jo tum chahte ho wo to phir bhi nahi hota jo ALLAH chahega hoga Mein ap ko kia kia bataon mein apna hi batata hoon oh hoo bara dhoka hai larki say baat karlo niyat to saf haina yehi dhoka nafs marta hai mein kasam khanay ko tayar hun kay in mein koi sukoon nahi hai tum ek bar ek bar ALLAH kay agay kehdo YA ALLAH sab chordiya dekho sunu meri baat tumne girl friend bana li na? Boy Friend bana lia na? Ab ek bar meri maan kay dekh lo chor do ek bar or ALLAH ko dil mein le aoo Sara jahan saraa jahan tumharay KADMO mein hoga.Hum imaan to lae hain Muhammad e Mustafa S.A.W par un ki baat sunte hain par amal nahi karte kyun ansoo yaad nahi ate mere apnay NABI S.A.W kay ![]() un ki zindagi yaad nahi ati ? ALLAh ki Mohabbat yaad nahi ati ? Kyun insaano ki mohabbat kay mohtaj ho dete hi kia hain wo ek din to keh hi deggein kia hain tang kardiya hai ALLAH kabhi kehte hian chahe tum dard mein hi jao sukh mein bhol jao kabhi kaha nahi sunta kyun apni boy friend girl friend ka nizam chal raha hai or ab yahan ki hi aurtein kehti hain humein bhi azad karo.. ALLAH ki lanat upre barasti hai us aurat or mard pe jo badnazri karte hain Dozak mein agg kay kurtay pinayegein agg ki topiyan hongi agg ki shalwar kia bardash karlogay ? Han han han agar kar sakte ho to karo phir gunah lekin agar nahi kar sakte to ALLAH ko Jurat bhi na dikhao baz ajao Baz ajao "Mein khud larka hon mein app kay agay hath jorta hon Sister's apnay ap ko tabah maat hone do larka to wahin shadi karta hai jahan MAA baap kehte hain ya phir kahin aur wo kabhi us se shadi karna pasand nahi karta jo raat raat bhar us se baat karti ho yeh mein suna dekha haal bata raha hon sirf kehte hain kartey nahi hai tabah tum hoti ho kay shadi kay baad phir masla app logo ko hota hai larko ko nahi wo to apni khuwaishat puri karlete hainn please please ALLAH ko matlub banaoooo apna" Bohat sakht baat hai mein ap sab se mafi chahta hon agar kisi ka dil dukha ho meri waja se lekin bohat batein bohat mein dil mein rota hon mere uper yeh aya hai mein janta hon kia hota hai lekin us malik ki rehmat nay bacha lia hai tum bhi bach jao mafi mang lo qurb ka samander mein kud jao mafi mang kay FI AMAN ALLAH
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#3)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#4)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#5)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#6)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
boy, friend, girl |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
widout a girl friend | Maharani | Miscellaneous | 11 | 01-26-2012 02:56 PM |
When girl friend becomes Wife !! | Ghuncha | Pics And Images | 23 | 12-03-2011 05:51 PM |
*`*` zalim girl friend~**~ | Dashing Ahsan | Jokes | 13 | 10-09-2011 03:48 AM |
Teri girl friend gaye bazar | Sweety_1 | Funny Poetry | 11 | 08-24-2011 05:28 PM |
(((...Adhure ..After his Girl friend.. Nah kar... cant stop laughing :D..))) | (¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯) | Share Your Favourite Videos | 11 | 08-09-2010 06:54 PM |