Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
Woh meri zaat mein jab tak raha likhna nahe bhooli
Koi bhi dard jo mein ne saha likhna nahe bhooli Woh jo mehvar thaa likhne ka, juda ho kar mila ek din Mila tu yeh kaha us ne suna likhna nahe bhooli Suna hai ab bhi chaahat mein tumhara naam ‘Saail’ hai Suna hai ab bhi tum mujh ko Khuda likhna nahe bhooli Suna hai ab bhi tum mujh ko mere Saahir bulati ho Suna hai mujh ko rag rag mein basa likhna nahe bhooli Kaha ke bhool bethi hoon hatheli per hina likhna Magar mein aasmanoo per dua likhna nahe bhooli Samay ke uth’tay mathay per tujhe dhoonda, bahut dhoonda Samay ke jhuktay shanoo per sada likhna nahe bhooli Mujhe ek din mere kaatib ne likha thaa juda tujh se Mein tujh ko aaj bhi khud se juda likhna nahe bhooli Chupane ke leye sab dukh abhi bhi muskurati hoon Mein ab bhi chehre per chehre naya likhna nahe bhooli Mein ab bhi is judai mein kae dukh dard sehti hoon Mein ab bhi teri aankhoon ko shifa likhna nahe bhooli Kiya thaa tarq-e-taaluq ka iraada aik pal mein ne Mein ab bhi us iraaday ko saza likhna nahe bhooli Batao tum mujhe Janaan! mein kaise bhool sakti hoon Abhi qudrat mera jeevan numa likhna nahe bhooli Judaee kaat li mein ne magar marnay se kuch pehle Mein zindaan ke darechoon per saba likhna nahe bhooli
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
Quote:
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
|
|||
u always welcome
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
|
|||
|
(#8)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
bhooli, likhna, nahe, saza |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Tujh Per Likhna Shurow Kahan Se Karon | Ghuncha | Urdu Sms | 10 | 11-18-2011 11:57 PM |
~~ hawa ko likhna jo aa gya ~~ | umair8005 | Image Poetry | 8 | 07-22-2010 04:12 PM |
To Ye Bhi Likhna | ~wish munda~ | Miscellaneous/Mix Poetry | 9 | 04-27-2009 09:38 AM |
Hawa Ko Likhna Jo Aa Gaya Hay | Nick | Miscellaneous/Mix Poetry | 6 | 01-20-2009 04:22 PM |
Udaasioon Ka Sabab Jo Likhna | !«╬Ĵamil Malik╬«! | Miscellaneous/Mix Poetry | 6 | 12-16-2008 07:47 PM |