|
|
Posts: 2,387
Country:
Star Sign:
Join Date: Sep 2008
Location: Norway
|
|
Yhe topic bohaat aam hai aaj kal.. Especially eurpeen mumalik mein. Kya ijazat hai hijab ki yha nahi.
Islamic countires mein aj kal aurat zaat hijab nahi use karti, Europe mein to aam baat hai, koi kuch nahi kehta.
Muhammad(sww) farmatey hai :" Aik waqt aisa ay gha, jub deen par chalna aise hoga jaise k hath mein jalta howa koyla".
Iss hadith se yhe ilm hota hai k woh waqt abhi hai.. K aaj kal muslman kehtey hai k Hijab zaroori nahi hai...
Sawal yhe uthta hai k, aurat zaat ko kyo aapney aap ko pardey mein rakhna chahie?.. Kya islam mein koi zabardasti hai?.. Jaise Quran-e-pak mein Allah(swt) farmata hai k .. " Mein aap logon ki soorat nahi balkey seerat dekhta hoon".. Lekin isska matlab yhe nahi k hum short- kaprey pehn ley aour kahe k humari seerat achi hai...
Aurat zaat ko islye kaha ghaya hai aapney aapko pardey mein rakna k woh boori nazar se bachey..Na- mehrm se bachey,, Na k osski family ossko push karey aour majboor karey hijab pehn ney k lye.. Aour yhe sirf aurat par hi nahi balkey mard ko bhi aise kaprey nahi pehne chahie jisse opposite sex ossey matwajoo hoon...
Baqi Allah (swt) behtaar jan'ey wala hai ..
Allah(swt) hum sub ko achey amal karney ki tofeeq de.. AMEEN..
|