Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Baat ati ha zuban par magar keha nai jata Dil-e-Bytaab ka ye haal bi ab seha nai jata Unhin aankhon main basaya ha sab gham se bacha k Rangish-e-gham main ashq apne main beha nai pata Nazar na lag jaye zamane ki chupaya palkon main Ab chah kar bi tere deedar ka luft main utha nai pata Raat bhar kare deedar tera aasman main ye aankhin NeiNd tere khwabon ke liye bi main bacha nai pata Gher liya ha muj ko tenhiyon ke andheron ne aise Pane ha teri yaadon ke magar main jala nai pata Koshish karta tu shayid tuje bhoa deta magar Aayinon main tere aksh ko main chupa nai pata Youn tu kahi dardon ki dava ban jati hain ye zubaan Afsos ise apne ghao marham main bana nai pata Baat itni si hoti tu shayid keh deta main ro kar bi Aag barson ki lagi seene main jise main bujha nai pata Kahi badnaam na ho jaye muhobbat meri is dar se Apni likhi howi nazmon ko bi main gunguna nai pata Jism main basaya tha Khudya Ahdure ne tuje ah dost Ghut ghut k tu na mar jaye khud ko dafna nai pata
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
Quote:
[SIGPIC][/SIGPIC]
|
(#3)
![]() |
|
|||
Thnaks
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#4)
![]() |
|
|||
Osum ..
Ajab Tamasha-Gar Hain Matti k ye Putlay "SAQI"
Bewafai Karo to Rote Hain, Wafa karo to Rulate Hain |
(#5)
![]() |
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
|
|||
|
(#8)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
ati, baat, jata, keha, magar, nai, par, zuban |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Ankho Ki Zuban Wo Samjh Nahi PAte | ShahTaJ | Urdu Sms | 17 | 11-24-2011 11:32 AM |
Zuban khamosh Ankhon mein Nami Hogi | Ghuncha | Urdu Sms | 21 | 11-21-2011 09:24 AM |
Main Ne Dil Se Keha | ~ Bikhre Lamhe ~ | Share Your Favourite Videos | 4 | 06-25-2011 11:14 AM |
Kya Dil Ne Keha | ~ Bikhre Lamhe ~ | Share Your Favourite Videos | 6 | 05-30-2011 06:47 PM |
| woh baat baat mein itna badal jata hai noshi gillani | | Hussain | Video Poetry | 18 | 08-09-2010 11:30 AM |