Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
Meri Zindagi To Firaaq Hai, Wo Azal Se Dil Main Makeen Sahi Wo Nigaah-E-Shoq Se Door Hain, Rag-E-Jaan Se Laakh Qareen Sahi Humein Jaan Deni Hai Aik Din, Wo Kisi Tarhan, Wo Kahein Sahi Humein Aap Kheinchiye Daar Par, Jo Nahi Koi To Hum Hi Sahi Sar-E-Tor Ho, Sar-E-Hashr Ho, Humein Intezar Qubool Hai Wo Kabhi Milein, Wo Kaheen Milein, Wo Kabhi Sahi, Wo Kaheen Sahi Na Ho, Un Pe Jo Mera Bas Nahi K Ye Aashiqi Hai Hawas Nahi Main Unhi Ka Tha, Main Unhi Ka Hoon, Wo Mere Nahi To Nahi Sahi Jo Ho Faisla Wo Sunaaiye, Issay Hashr Par Na Uthaaiye Jo Karen Ge Aap Sitam Wahan, Wo Abhi Sahi, Wo Yahin Sahi Usey Dekhne Ki Jo Lau Lagi To Naseer Dekh Hi Len Ge Hum Wo Hazaar Aankh Se Door ho, Wo Hazaar Parda-Nasheen SAHI...
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai... |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
firaq, hai, meri, zindaghi |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
*~*Yeh Shab-e-Firaq Yeh Bebasi *~* | (¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯) | Great Urdu Poets&Poetry | 26 | 09-15-2011 04:44 PM |
Beban zindaghi | Hussain | Miscellaneous/Mix Poetry | 10 | 08-05-2011 11:08 PM |
Tu iss tarah se meri zindaghi mein shamil hain | Beod | Share Your Favourite Videos | 8 | 06-01-2011 04:40 PM |
-- Tery Firaq K Lamhy -- | Hussain | Miscellaneous/Mix Poetry | 6 | 05-13-2011 09:37 AM |
Zindaghi mukhtasr | Hussain | Miscellaneous/Mix Poetry | 2 | 05-06-2009 04:21 PM |