 |
|
|
Posts: 2,364
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2013
Location: Pakistan
Gender:
|
|
Kisi ko dil me basaya magar pyar na kr saki..
ghut ghut ke jeeti rahi magar khul ke na mar saki...
maa baap ne daman kisi gair ka pakda diya,,
mai kya karti baba ki izat ka swal tha
inkar bhi na kar saki...
jisse pyar kiya uski nazro me bewafa bani...
jiske liye use chhora us se bhi mai
wafa na kar saki...
hamsfar aisa mila jise mujhpe kabhi aitbaar na hua,,
mai sab ke liye qurbaan hui magar koi mera hmdrd na hua...
kya karu aurat hu mai kuchh kar bhi nhi sakti,,
marne ka dil hota hai magar bacho ko dekh mar bhi nhi sakti...
hasti rahti hu sabke samne apne gum ko chhupane ke liye,,
mai to kab ki mar chhuki hu zinda hu to faqat zmane ke liye...
bachpan me hi shadi ke bandhno me bandh gyi,,
yahi hai khani meri, ghar baar aur bachcho ke bich hi khatam ho ke rah gyi..
kisi ne dard na smjha
kisi ne mujhko na jana,,
jab apne na huye apne to begano ko paraa apna bnana...
kya karu kuchh
kar nhi sakti...
bachcho ka khyal hai isliye mar bhi
nhi sakti...
.
.
Benaam
|